Eid mubarik
Sardar ko Gali mai 100 rupey ka note mela
Note ke oper lekha tha "EID MUBARAK"
.
Sardar ne idhar udhar dekha,
owr Note Jaib mai rakthy howe bola
"KHAIR MUBARAK"
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1095 views
Similar Jokes
Pathan: shadi k dusray din BV se ler pra
Pathan's dad:kia hua?
Pathan: isne mri chaaye me Tawez milaya hyBv rotay hue: wo "Tawez" nai....."Tea Bag" hy.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa To Rikshaw Wala:
Arey O Bhai Khaali Ho
Kya… ? Rikshaw Wala:
Haan G Bilkul Khaali Hoon
Santa: Aao Chalo Phir Taash
Khelty Hyn . . . =P ;->
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: Meray pass aap k liay aik bad news and aik bohat bad news hai.
Patient: Well, pahilay bad news batain.
Doctor: lab k test results k baad aap 24 hours aur zinda rahain gay.
Patient: 24 HOURS!!! Aur bohat bad news?
Doctor: Mai aap ko 24 hours se talaash kar raha tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Admi talwar liye Masjid men gya or awaz di: Ap men koi Sacha Muslman hy ?
1 buzurg bolay: Main hun Admi buzurg ko bahir le gya or
unke qadmon men Bakra zibah kiya Phir Masjid men gya,
talwar se khoon tapak raha tha, log ghabra gaye Wo Bola:
Aur koi Sacha Muslman hy ?
Kisi ne Awaz lagayi: Molvi sahib hen
Molvi ghusay se bola: Bakwas kr raha hy Kamina:
Main tu elaan krwane aya tha k Cable nahi aa rahi parson se.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Girl Apne Boyfriend Pappu Ko SMS Kerti Hai.
Girlfriend: “Please Send Me Some Good Jokes”
Pappu: “Main Padh Raha Hoon”
Girlfriend: “Oh Sorry Dear Continue Your Studies”
Pappu: “Darling Yehi To Joke Thha“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de.
by Pak101.com (few years ago!)
1Truck ke Pichhe Kya Gajab Line Likhi thi..
HORN dhire se Bajaye,.
'HAMARA pakisatan'
So-Raha Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
1 larki coke pi rahi thi, k achanak us main se aik MACHAR nikla aur bola "MAA"
Larki: Main teri maan nahi hon.
Machar: Aisa na bol maan main teri COKE se nikla hon!
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Kal Muje 10 logo ne Peeta.
Santa: Phir tune kya kiya?
Banta: Maine kaha salon ek-ek karke aao.
Santa: Phir?
Banta: Phir kya, Salon ne ek-ek karke dubara Peeta !
by Mazhar Khan (few years ago!)
Q: What's the main difference between intelligence and ignorance? A: I don't know and I don't care! Q: What's white and hangs down from a cloud? A: The coming of the lord. ...
by Mazhar Khan (few years ago!)