Sardar was busy removing

Sardar was busy removing a wheel from his auto.

A man asks sardar why are you removing a wheel from your auto.

sardar : Cant you read the board. Parking is only for 2 wheeler.

by Pak101.com (few years ago!) / 916 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Khamoshi ka gift

Mom to bache:jo meri baat maany ga aur mere aage bilkul nai bole ka me use gift dun gi

chota bacha:lo g is tarah to sare gift abu k hon ge

by Sabir shah (few years ago!)
Aisa Kutta Naseeb Walo Ko Hi Milta Hai

Ek Pati Apni Patni Ka Janaza Le Ja Raha Tha.

Janaze Ke Aage Ek Kutta Aur Peeche Aadmiyon Ki Lambi Line Thi.

Ek Aadmi Ne Ye Dekha Aur Jab Uski Samajh Mein Na Aaya Ki Ye Kya Chakkat Hai To Jaakar Pati Se Puchha.

Aadmi: “Bhai Sahab Ye Sab Kaise Hua?”

Pati: “Ye Jo Kutta Hai, Is Ne Kaat Liya Tha”

Aadmi Ne Kuch Socha Aur Bola: “Ye Kutta Ek Din Ke Liye Udhar Mein De Do”

Pati: “Jarur, Par Peechhe Line Mein Lag Jao“

by Pak101.com (few years ago!)
Tumhri life men 14 larkyan ayen gi

Jyotish:Tumhri life men 14 larkyan ayen gi

Boy" Oh yess... What a life!"
Jyotish: Ziyada khush mat ho.
1 Biwi or 13 betyan hongi.

by Pak101.com (few years ago!)
SANTA Ki Beti "LAADO"

SANTA Ki Beti "LAADO"
Bachhpan Se Japan Mei Thi, Wo Plane se India Aai Pr raaste Se Return Ho Gyi
Q ki Board Lga Tha
'Na Aana Is Desh Meri Laado"

by Pak101.com (few years ago!)
13 bache woh kese?

Sardar: Khan Sahab aapke kitne bache hain?
Pathan: 13
Sardar: 13 bache woh kese?
Pathan: Susral walon se wada ker k aaya tha k biwi ko khali pait nahi rakhon ga.

by Abdul Hannan (few years ago!)
tum meray liye aik Mobile

tum meray liye aik Mobile ki tarah ho,
khwab mein attay hoo SMS ki tarh,
Dil mein bs jatay hoo Ring Tone ki tarah,
mohabat tumhary hai Balance ki tarah ,
hum ko bhoool na jana Network ki tarah.

by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Sardar Train main Safar kar raha the..

1 Sardar Train main Safar kar raha the..

Cheecker:- Ticket Please..Sardar:- Nahin Hai..

Cheecker:- Phir Bethey kyn ho?

Sardar:- Lo Khara ho jata hun..:-)

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Kabootar Ka Accident

Car se takra kar kabutar behosh ho gaya.

Aadmi use doctor ke paas le gaya phis ghar le aaya

aur pinjre me rakkha.

Kabutar ko hosh aaya or bola -

"Aila sala jail ho gai, wo car wala mar gaya kya."

by Pak101.com (few years ago!)
Office jate waqt

Santa: Office jate waqt Rumal, Chasma & Mobile bhool gaya
Niche se wife ko bala de do
Wife ne Chasma phenka toot gaya, Mobile phenka toot gaya

Santa: Tum rahne do me rumaal lene upper hi aa raha hun

by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar jab bhi kapry dhota

1 Sardar jab bhi kapry dhota

tab bohat zor ki barish shuru ho jati

1 din bohat dhoop nikli hooi thi to us ny shukar kiya aur dukan sy surf leny chala gya

jab dukan mein enter hooa to baadal bohat zor sy garja

Sardar ji jaldi sy Aasmaan ki taraf munh kar k boly

Kidhar.?

Main ty ras lein Aaya wan.

by hearthackervsgirls (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Patient To Nurse

APRIL FOOL manaya

Santa- Insaan Ko Zindagi Mei..

What is the difference betwe..

1 Ship 300 pagalo ko le ja r..

Baap ne Bete ki Talashi Li

Sardar: Tum Shadi Shuda Ho?

Darling, if you marry me

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook