1 patan ko gadhay ne laat maari
1 patan ko gadhay ne laat maari
pathan ko boht ghussa aaya wo utha or gadhay ko 4 – 5 laaten maar kar bola:
tu kia samjhta hay mein tujh se kam hun.?
by Pak101.com (few years ago!) / 845 views
Similar Jokes
1st Pathan:
Oye Agar Raat Ko Neend Na Aaye
Tu Kya Kiya Jaye ?
2nd Pathan:
O Yara Neend Ka Intezar Karnay Se Tu Behtar Hai Aadmi So Jaye..
by Pak101.com (few years ago!)
Macher Ne 1 Admi Ko Din Main Kata
Admi Ne Kaha Tum To Rat Main Kat Tay Hona?
Macher Bola
Ghar K Halat Kharab Hain
Ovr Time Ker Raha Hun
by Pak101.com (few years ago!)
2 pathan masjid mai Namaz parhne gaye.
Namaz ke baad pehla bola: Shukar hai, Jammat mil gaii.
Dosre ne jawab diya: Haan, agar wazu karne chale jate to jamat nikal hi jati.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa: oye banta machli khayega?
Banta: nhi yaar usme kaante hote hain.
Santa: oye chadd yaar, chappal pahen ke kha lena.
by Pak101.com (few years ago!)
Faqir:10rs dedo chai peyonga Seth:chai to 5 ki hai.....Faqir: Girl friend ko b pelaonga.....Seth:
Faqiro ne b Grl Friend banalin.....Faqir:nahi saab Girl Friend na Faqir bana dia ha :)
by Pak101.com (few years ago!)
Santa- Pravachan sune ke bad ghar aya or biwi ko
god mein utha lia.
Biwi: kya guruji ne romance karne ko kahan hai.
Santa:Nahi re pagli kaha apne dukh khud uthao.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Couple date pr tha mummy ne dekh liya.
Mummy ne call kiya--beta kaha ho??
Beta-paper dene aya hu.
Mummy-Zara dhyan se dena is paper ka result aya to jaan se mar dungi.
by Pak101.com (few years ago!)
Mujhe Laga Aap Mard Ho
Train chali, Santa ek dibbe mai chadh gaya
TT bola: kyun praaji, nazar nahi aati, ye ladies dibba hai
Santa: Sorry ji, mujhe laga aap mard ho
by Pak101.com (few years ago!)
PATHAN naqli note lekar shop pr surf lene gaya,
SHOP KEEPER: is mein quaid-e-Azam ki topi nahi hai
PATHAN:topi meili pari hai usi k liye to surf lene aya hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Tcher 2 sleepy student:Who
Invented Steam Engine?
Student: Wht sir?
T:Yes correct
It's James Watt
Moral:Sleeping is improve ur
genaral knowledge.
by Pak101.com (few years ago!)