3 pathan ek bike pe ja rahe the,
3 pathan ek bike pe ja rahe the,
Trafic constable ne rokne ke lye thath dya,
Pathan: abe pagal hai kya tujhe kya hum apne sar per bithaye ge
by Pak101.com (few years ago!) / 1072 views
Similar Jokes
Chinese ladki ko dekhkar mom boli – beta ye kya le aaye ho?
Beta – Apne khud hi to kaha tha ki ghar aate hue cheeni lete aana!!!
by Pak101.com (few years ago!)
?17. ek bar 1 ladka apni aunty k ghar jata h.
Aunty- BetA! raat bahut ho gyi h tum GUDDU k pass so jao.
Boy- nhi Aunty. main bahar sofe pe so jata hoon.
Next mrng a hot girl brings tea 4 him.
Boy asks- tum kaun ho?
girl- main GUDDU. Aap kaun?
BOY- Main FUDDU!!
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Translate into english.
"Woh meri Nawasi hai".
Pathan Student:
"She is my Eighty Nine".
by Abdul Hannan (few years ago!)
ik sardar apny gar k bahar exercise kar raha tha
qareeb se ghuzarty hoay admi ny kaha
"wa sardar sahib kia body hai"
Iss pr sardar bola ..........
ye to kuch b nai andar ja kar meri biwi ko dekho
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Arrange Marriage Karoge To:
1,00,000 Shadi Par
50,000 Dj Booking Par
50,000 Khane Peene Par
2,00,000 Jewellary Par
50,000 Shopping Aur Kapdo Par
& Rs.1,00,000 Shadi Ki Rasmo Par
Yani, Shadi Ke 3 Dino Ka Kharcha = Rs.5,50,000
Aur Love Marriage:
100 Rupye Ka Stamp
20 Notery Ke
50 Varmaala Ke
10 Photo Ke
Total 180 Rs.
Paisa Apka, Pasand Apki, Faisla Apka
Jago Nojawan Ladko Jago Soch Badaloge To Desh Badlega
by Pak101.com (few years ago!)
Man to Hotel Manager : Jaldi Chalo, Meri Wife Khirki se kudh kar jaan dena chahti hai.
Manager : So .. Sir What can I Do?
Man : Abey Saale ! Khirki nahi khul rahi.
by A. Sami (few years ago!)
Ek Bus Mein Ek Jawan Madam Khadi Thi,
Ek Bachhe Ne Dekha Aur Khada Hokar Bola
Bachha: “Mam, Aap Meri Jagah Pe Baith Jaye”
Teacher Ne Ye Sunkar Use Zor Se Ek Thappad Lagaya,
Bachcha: “Bhalai Ka To Zamana Hi Nahi Hai Aaj Kal”
Bacha Rote Hue Dobara Apne Papa Ki God Mein Beth Gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ko Aik Bandar Mila. Wo Usay Police Station Le Gaya.
Inspector: Isay Zoo Le Jao
Aglay Roz Inspector Ne Pathan Ko Bandar K Saath Bus Stop Pe Dekha
Inspector: Isay Zoo NahiN Le Kar Gaye?
Pathan: Kal Main Isay Zoo Le Gaya Tha, BaRa Maza Aaya. Aaj Hum DonoN Film Dekhnay Ja Rahay HaiN
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar Apna Radio Theek Karwanay Shop Pe Gaya.
Dukandar: Radio To Theek Hai
Bas Mousam Kharab Honay Ki Waja Se Chal Nahi Raha.
Sardar: Theek Hai,
Te Mousam Nawa Pa Day.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Mara hua aadmi,
Ghar se gayab,
Kaise hua?
-
-
-
-
-
-
-
Janneke liye dekhiye,
-
-
-
-
-
-
-
C.I.D.
by Abdul Sami (few years ago!)