Larkiwale: Larka
?1990
Larkiwale: Larka kya karta hai?
Larkewale: Doctor hai, mahine ka 20k kamata hai.
2012
Larkiwale: Larka kya karta hai?
Larkewale: FACEBOOK pe 4 pages ka admin hai, ek page ke to 100000+ likes hain
by Pak101.com (few years ago!) / 1046 views
Similar Jokes
Baap Apne 6 Saal Ke Bete Ko Sulate Hue Bola.
Baap: “So Ja Beta Nahi To Bhoot Aa Jayega”
Beta: “Papa, Aap Logo Ko To Bas Romance Karne Ka Bahana Chahiye, Chahe Bachhe Ki Fat Jaye Bhoot Ke Naam Se“
by Pak101.com (few years ago!)
1 Truck Dosry Ko Khench K Le Ja Raha Tha
Ye Dekh K 1 Sardar Zor Zor Se Hasney Laga Or Zamin
Pe Lotpot Ho Gaya Or Bola
Ek Rasi Ko Uthany K Liye Do Do Truck
by Pak101.com (few years ago!)
A football match in Pakistan had to be abandoned after a red card was shown and 50,000 pakistani ran on the pitch thinking it was a British passport!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan aur Sardar paani peenay gai,
glass ulta para hua tha
Sardar: Khan Sahab iska to moo hi
band hai.
Pathan: Haan yar yeh to neechay se b
toota hua hai…
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
India me bollywood hai
America me hollywood hai
to phir england me kya hai?
Guess
.
.
.
.
.
Collingwood..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wo aaj maira naam tak bhool gayi "Faraz"
.
.
Jo kahti thi "kundi na karhka, seedha andar aa"
by Mazhar Khan (few years ago!)
Kaash Facebook pe ek
option”Add
as Girl friend”
.
.
. .
.
Saala propose karne ka panga
hi
khatam, ladki ne accept ker li to
matlab maan gayi, nahi to fb pe konsi ladkiyon
ki kami hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
"MusiBaton Ka MuQaBLa SBar Sy Kro
Ar
NeMaTon Ki Hifazt Shukr Sy KrO'
.
.
.
.
Is sMs Ma PeHly Bv Ka ar BaaD Mein girl FrNd ka zikar ata HaI.
by Mazhar Khan (few years ago!)
There are Famous mills in Pakistan
1. Sugar Mill.
2. Cotton Mill.
And the most Famous is.
3. Beta Tu zra Bahir Mill..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: bhaisaab, yahaa se mumbai kitna door hai?
Vyakti: 400 km.
Santa: baap re, mujhe aaj hi vaapas lautnaa hai. mumbai se yahaa tak kitnaa door hai?
by Pak101.com (few years ago!)