Sardar & Teacher

Techer Sardar Say: "Koi Aisa Jumla Banao Jis Mein "Magar" 2 Dafa Istemaal Hua Ho

Sardar: "Wo Merey Aagey Chal Rahi Thi Aur Mein Us Ke Magar Magar".

by Jawad Ali Mirza (few years ago!) / 1117 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Pathan

Khwab
Pathan ne oxford universty mein 1st Rank Me Aaya. News channel walu ne pucha..
Ab Aaghe Kya Karoge ?
Pathan : bachpan se ek khwab Dekha Hai apna tandoor Center kholu ga...

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Maths teacher

BE-IZZATIIII...!!!
Maths teacher: jab mai tumhare jitna bada tha, mere maths mein 100 marks aate the.

Student: Sir, aapko koi acha teacher padhata hoga.

by Pak101.com (few years ago!)
Women's revenge

Cash, check or charge?' I asked, after folding items the woman wished to purchase.

As she fumbled for her wallet I noticed a remote control for a television set in her purse.

'So, do you always carry your TV remote?' I asked.

'No,' she replied, ' but my husband refused to come shopping with me,
and I figured this was the most evil thing I could do to him legally.'

by Pak101.com (few years ago!)
Ek Bar Gandhi Ji

Ek Bar Gandhi Ji Gym Gaye, Vaha Unko Rajinikant Mila Aur Unse Bola.

Rajinikant: “ Wah Re Bapu, KyaBody Hai! ”

Bus Tabse, Unhone Shirt Pehenna Chod Diya..!!

by Pak101.com (few years ago!)
A song 4 You!

A song 4 You!

Agar Tum Mil Jao

.

Tumhari Taangein Torr Deingy hum.

Tumhain Paa Kar. Tumharay Peechay Kutty Chor Daingy hum.

Bas Tum Mil Jaao.

by Mazhar Khan (few years ago!)
How to Control Anger

Santa: When I get mad at you, you never fight back. How do you control your anger?

Jasmeet: I clean the toilet bowl.
Santa: How does that help?

Jasmeet: I use your toothbrush!

by Pak101.com (few years ago!)
Ghar Per Waqai Koi Nahi The

Ek Larki Ne Aadhi Rat Ko Larke Ko Fone Kia Or Kaha K Ghar Aa Jaso Ghar Per Koi Nahi He

Larka Chala Gaya
Ghar Per Waqai Koi Nahi The
Tala Laga Hoa Tha

Ha Ha Ha Ha

by Pak101.com (few years ago!)
Lekin mein tumse Umer mein 1

Girl:
Lekin mein tumse Umer mein 1 saal barri hoon..!


Pathan:
Oye baaji fikar kyun karta hy,
Hum tumse aglay saal shaadi karlega..!

by Pak101.com (few years ago!)
Wife: khane main kya banau?

Wife: khane main kya banau?
Huband: kuch bhi bana lo..kya
banaogi?

Wife: jo aap kaho
Husband: dal chawal bana lo

Wife: subah hi toh khaye the
Husband: toh roti sabzi bana lo

Wife: bachche nahi khayenge
Husband: toh chhole puri bana lo

Wife: mujhe fried cheezon se
heavy lagta hai

Husband: egg bhurji bana lo
Wife: aaj thursday hai
Husband: paranthe?

Wife: raat ko paranthe nahi khana chahiye
Husband: hotel se mangwa lete
hain

Wife: roz roz bahar ka nahi khanachahiye

Husband: toh phir kya banaogi?
Wife: jo aap kaho

by Pak101.com (few years ago!)
Aik Sardar kay han 20 saal bad

Aik Sardar kay han 20 saal bad bacha hua. Wo udas ho gaya.

Dost : Yaar udas kion ho?

Sardar : 20 sal baad bacha huwa wo bhi itna sa.

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Patient To Nurse

APRIL FOOL manaya

Santa- Insaan Ko Zindagi Mei..

What is the difference betwe..

1 Ship 300 pagalo ko le ja r..

Baap ne Bete ki Talashi Li

Sardar: Tum Shadi Shuda Ho?

Darling, if you marry me

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook