1 udas pathan se pocha
1 Admi ne 1 udas pathan se pocha:
Khan sahab ap q udas hai?
Pathan: aj hum ko
N.W.F.P ka Mutlab pata chal gaya
Admi: wo kiya??
Udas Pathan
“NO WOMEN FOR PATHAN”
by Pak101.com (few years ago!) / 1085 views
Similar Jokes
1 Pathan ne pehli bar aaina daikh kar bol: Esko tu kahin daikha hai
Boht dair sochny ke baad bola:Oye yai tu wahi bagerat hai Jo shadi ka album
mai hamara bewi ke sath betha hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek husband god se bola, “India se Russia tak pakki
sadak banwa dijiye.”
God bole, “mushkil hai kuch aur maang lo.”
Husband bola, “To phir aap meri wife ko samajhdaar
aur aagyakari bana dijiye.”
God bole, “sadak single banana hai ya double.”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Baap:
Beta! zindgi main kabhi Chars na peena,
warna wo jo aagay 4 Aadmi ja rahay hain,
8 nazar aaen ge,
.
.
Beta: "Magar Abbu! wo to 2 Aadmi hain!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Kutti raat ko raaste par jarahi
thi..
.
.
Raaste mein 5/6 kutte mile..
Kutti gabhra gayi...
.
.
.
.
.
.
. . .
.
.
.
.
Kutto ne kaha aap aaram se jaiye aur dariye
nahi..
Hum kutte hai Insaan nahi..
by Pak101.com (few years ago!)
Husband aur wife hotel me gai to 1 larki ne hello kaha
wife :ye kon thi?
Husband:dimag mat khao me pehlay pareshan hun k wo bi yahi baat poche gi
by Sabir shah (few years ago!)
In 2025
Bhikhari :- Allah Ke Naam Pe Kuch De De..
Boy :- Ye Lay Meri "MBA"Ki Degree Rakh Le..
Bhikhari :- Nahi Chahiye
Tujhe Chahiye
To Meri "CA" Ki degree Rakh Le..
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu Apne Friend Golu Ko Bata Raha Thha.
Pappu: “ Pichle Hafte Meri Aur
Meri Girlfriend Ki Ladayi Ho Gayi Thi Aur Hum Alag Ho Gaye ”
Golu: “ Fir? ”
Pappu: “ Usne Mujhe Chidane Ke Liye Apne Naye Boyfriend Ke Sath Photo Khinchva Ke Mujhe Bhej Di ”
Golu: “ Ohh, Ye To Bahut Bura Kiya Usne ”
Pappu: “ To Main Bhi Konsa Kam Hun, Utha Ke Photo Uske Baap Ko Bej Di
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Biscuit ka packet kharid kar do barabar-
barabar tor raha tha
puchha kyon
Santa: Pretto ne bola tha 50- 50 Biscuit lane hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A: Do you want to hear a dirty joke?
B: Ok
A: A white horse fell in the mud.
by Abdul Latif (few years ago!)
Girl: how many times do you shave in a day?
Boy: 30 to 40 times.
Girl: What, are you mad???
Boy: No I am a barber…!!!
by Pak101.com (few years ago!)