Sab Kehte Hai Dunia Me
Sab Kehte Hai Dunia Me
Maa-Bap Se Badkar Koi
Nhi
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Isliye
.
.
.
.
.
Jaldi Se Shadi Karlo
or
Maa-Baap Ban Jao
Rishta Whi,
Soch Nyi.:-P;-):-D
by Pak101.com (few years ago!) / 889 views
Similar Jokes
Masjid me elan howa k aik bacha humare pas hai .jin k bacha hai wo aa k le jae.
Pathan dora dora aya aur kaha jin ka bacha kaisa hai zara mujhe bi dekhao.
by Sabir shah (few years ago!)
Ek Baar Santa Apni Biwi Ke Saath Jaa Raha Thha,
Raste Mein Usse Ek Dost Mila Jisse Police Ne Pakda Hua Thha.
Santa Ne Usse Puchha: “Kya Hua?”
Dost: “Mene Apni Biwi Ko Maar Dala”
Santa Kuch Sochte Hue: “Saza Kya Mili Hai?
Dost: “6 Hafte”
Santa: “Bass Yaar, 6 Hafte”
Santa Ne Aav Dekha Na Taav Fatafatt Police Ki Gun Lee Or Apni Biwi Ko Maar Dala
Dost Rote Hue: “Abe Sale, Yeh Tune Kya Kiya? Puri Baat To Sunta, 6 Hafte Baad Muje Phaansi Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Main teri Maa Hoti
Teacher: Main teri Maa Hoti Tou Main Tujhy
2 Din Main Sudhaar Deti …
Student: Madam, Kal Tak Main Apne Papa Sy
Mashwara Kar k Bata Doonga …
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Autowaala: sorry sir, meter daalna bhool gaya.
santa: problem nahi hai. main bhi apna purse bhool aaya. chodo
by Pak101.com (few years ago!)
Boyfriend: Darling mein kal tumhaare ghar gaya tha…but lagta hai hamaari shaadi nahi ho paayegi…
Girlfriend: Oh no kyun? papa se mile they kya ? kya boley woh….
Boyfriend: Nahi, tumhaari behan se milaa tha…
by Pak101.com (few years ago!)
Girlfriend Romantic mood me, Aaj ghar mai koi nahi hai, Aajao
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Boyfriend :- Tu mere ghar aaja pagli, mere ghar sab log hai
Tera dil laga rahega :P
Moral :- Har ladka kamina nahi hota, Koi sharif bhi hota hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor: Bachy ko pani dainy se pahle ubaal lia karain
.
Sardar: Wo tu teekh hai lekin Ubaalny se Bacha mar tu nahi jayega??
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek operation ke baad patient bola:
'doctor sahab Kya ab main aap logo se mukt hu?'
Beta doctor to neeche reh gye, main to chitrgupt hu...
by Pak101.com (few years ago!)
Gf – “I cheated.” Bf – “So what do u think I love u?I was also cheating u for past 2 yrs.”
Girl cried & said “I was talking about exams.”
Boy:oOops
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bhikari: Amma thoda sa khana dena
Amma: Abhi khana nahi bana hai
Bhikari: To banane ke baad miscall kar dena
by Pak101.com (few years ago!)