Baqi Batein
2 aurton ko 20 saal ki saza mili 20 saal ek sath jail me guzaar kar jab dono riha hui to dono ne muskurate hue kaha
Chalo ab baqi batein ghar phnch kr krte he :P
by Pak101.com (few years ago!) / 975 views
Similar Jokes
Teacher: tumhaara homework kyu tumhaare pitaa ke handwriting main hai?
Student: maine unka pen use kiyaa thaa sir
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Agr 1 Hathi Sui k Surakh me se guzarne ki
koshish kr rha ho
to usy rokny k lie kia krna chahye?
Pathan: Us ki dum pe girah laga do, phans jae ga
by Tanveer Hussain (few years ago!)
aik police walay ka beta exam main fial ho gaya to us nay us ko bula kay dantant shuru kar diya
uska beta bola: yeh lo 50 ropay aur mamala yaheen rafa dafah karo
by Abdul Sami (few years ago!)
Aik pathan ka tark se hadsa howa
dost :kaise howa hadsa?
Pathan:mein ja raha ta apne bake par samne do bakes wale aa rahe the me ne darmian se nikalna chala pata nai kia cheez unhon ne dardian me le raki thi
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan:hum bara ho k pailot bane ga.
Maan:hum ko kaise pata chale ga k ye mere baite ka jahaz hai?
Pathan:bahut sochne k baad kaha hum jate howe ghar par bomb paink dia kare ga
by Sabir shah (few years ago!)
Nurse : Mubarak ho aap ke ghar ladka paida hua hai.
Santa : Wah g wah kya technology hai, Biwi meri hospital hai,
aur bacha mere ghar paida hua hai!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ki Taang me Gehra Cut lag Gya Nurse-Is Me
10 Tanke Lgenge
S-Kitna kharcha hoga?
Nurse-3000
S-Tanka Lagwana He Karhai Nai Karwani
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher:- MotorCycle k Kitne Tyers Hote hai?
Smart Santa:- 6 Tyre
Teacher(Gusse se): How?
Santa:- 4 Motor k 2 Cycle k!
by Pak101.com (few years ago!)
Master- “Rakesh, suna hai, tumhare ghar me naya baby aaya hai?”
Rakesh- “Ji, naya kyo kehte hai aap? Jab rota hai
to aisa lagta hai ki barso se rona seekhta raha hai
by Pak101.com (few years ago!)
Mehmano K Anay Se Pehly Agr
Kala Namk Moli K Prathy Aur Chanay Ki Dal Ka
Hlwa Kha K Bethn To Mehman Jaldi Chly Jaty Hain
Or
Dubara Nhi Atay. . .Zubaida Aapa K Khusboo Dar
Totkay ;->
by Tanveer Hussain (few years ago!)