Kya Cheez Banaya Hai
Pathan : Humne Aik Aisa Cheez Banaya Hai Jiske Zareye Deewar Ki Dusri Taraf Dekha Ja Sakta Hai,
Scientist: Wo Kya Cheez Banaya Hai Tumne?
Pathan: "SORAKH"
by Pak101.com (few years ago!) / 1028 views
Similar Jokes
Sardar ki Biwi ka rang kala tha
Biwi ne Red Colour ki sarhi pehni or Sardar se pucha
Me kesi lag rhi hn
Sardar muskuraty huwy bikul CHRIS GAYLE
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ladka :Tum Mere Sapno Mein, Khwabo Mein, jazbatoo'n Mein Rehti Ho...
.
.
.
.
.
.
Ladki: Bhai Tumko Kisi Ne Bewakoof Banaya Hai, Main to
Islamabad Mein Rehti Hoon..
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Namaz Parhnay Gaya 0r do Baar Wazoo Kya:
Kisi ne Pucha: Khan Sahab Aapne do Baar Wozoo Kyo kia?
Pathan: Agar ek Toot Gaya to Dosra Kaam Aayega
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Pehalwan Tha
Uski Aik Taang Neeli Ho Gai
To Hakeem Nay Kaha Taang Kaatni Paray Gi,
Zehar Phail Gaya Ha.
Thoray Dino Baad Dosri B Neeli Ho Gai
To Hakeem Nay Kaha K
Dosri B Kaatni Paray Gi,
Zehar Kafi Phail Gaya Hai
Plastic Ki Tangain Laga De Gaen.
Thoray Din Baad Plastic Ki Taangain
B Neeli Ho Gain To Hakeem Nay Kaha
Tumhari Bemari Samajh Aa Gai Ha,
Tumhari Dhoti Ka Rang Utarta Ha.
Baaqi Sab Theek Ha
by Pak101.com (few years ago!)
Kahte Hain Khubsoorat Chiz Dekhne Se Insaan Aur Zyada Khubsoorat Ho Jata Hai,
To
Tumhare Pass Meri Tasveer Hai, Ya Bheju.
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: Mere pas ao, main tumhe tight sa hug dena chahti hun.
Pathan: oye Hugta to hum b tight wala hai,
Lekin agar wo hum tum ko de ga to tum ko ganda lagega..
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher Mehnat Karoge To Kuch Banoge
Sant-Teacher Hamra
Gadha To Itni Mehnat Karta Hai
Magr Wo Ab Tak Kuch Nahi Bana ...;-
by Pak101.com (few years ago!)
To
The Principal,
Delhi Public School,
Sir,
Baat Yeh Hui Ke Mere Dad Ne Mujhe Fees Ke Liye 2000 Rs Diye Thhe, 500 Rs Ki Dosto Ke Saath Film Dekhi, 500 Ki Drink Or Chicken Ho Gaya, 500 Ka Girlfriend Ka Recharge Karwana Pad Gaya, Fir Ussko 250 Ki Coffe Pilai.
Ab Bache 250, Uski Main English Wali Mam Pe Shart Haar Gaya.
Mein Samja Thha Ke Unka Sirf Maths Ke Sir Ke Saath Chakar Hai, Par Unka To Aapse Bhi Chakar Nikla.
Abb Aapke Pass Do Hi Raste Hai. Ya To Meri Fees Maaf Ya Aapka Pardafash.
by Pak101.com (few years ago!)
Chaiwala: Bholi si surat,Aankho me masti, Door khadi sharmaye, Hai Hai.
Ladki: Kali si surat,Hatho me kitli, Door khada chillaye chai chai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Circuit -Aye mamu, tereko papad aur jhapad mein pharak pata hai kya? Mamu -Nehin.
Circuit -To kha ke dekh le, pata chal jayega.
by Pak101.com (few years ago!)