pathan to girl
Girl: Mere pas ao, main tumhe tight sa hug dena chahti hun.
Pathan: oye Hugta to hum b tight wala hai,
Lekin agar wo hum tum ko de ga to tum ko ganda lagega..
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1052 views
Similar Jokes
Pathan Namaz Parhnay Gaya 0r do Baar Wazoo Kya:
Kisi ne Pucha: Khan Sahab Aapne do Baar Wozoo Kyo kia?
Pathan: Agar ek Toot Gaya to Dosra Kaam Aayega
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa- Apne Bal ko to Dekho,
Jaise Ghas Ugi Ho.
Banta- Tabhi toh Main Soch Raha Tha
Ki Mere Pas Ye Jaanwar Kyo Khada Hai.?
by Pak101.com (few years ago!)
Husbnd; SuhaG Rat,
Me Shadi Se Phly 20 Girls K 7 Sex Kr Chuka Hun.
Dulhan; Sharmaty Huye Ap Wohe Ho Na
Jisne Mujhe 500 K Jaali Note Dia Tha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boss: Tumhare Father ka kya naam hai?
Servant: Bijli Deen
Boss: Ye kaisa naam hai?
Servant: Sir, pehle unka naam Chiraag Deen tha,
lakin jab se Science ne taraki ki hai unhon ne apna
naam Bijli Deen rakh lya ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mujhe Laga Aap Mard Ho
Train chali, Santa ek dibbe mai chadh gaya
TT bola: kyun praaji, nazar nahi aati, ye ladies dibba hai
Santa: Sorry ji, mujhe laga aap mard ho
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chota baccha bahut der se ghar ke bahar khada darwaje ki ghanti bajane ki kosish kar raha tha.Toh ek budha aadmi aaya aur kaha:
Budha aadmi: Kya kar rahe ho beta?
Baccha: Uncle, yeh ghanti bajana chahta hoon.
Budha aadmi (ghanti bajake): Yeh lo bajgaya, ab kya hai?
Baccha: Ab bhago!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Girl-mere piche apni Zindgi Barbad mat kar..
Boy- Q?
Grl- is Raste pe Patthr aur Kaanto k Alwa kuch
nhi..
.
.
.
Boy-Are Pagli,
mere Pas REEBOK k Shoes hai!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
MATHS Teacher To Our Brilliant Sardar How Can U Distribute 8 Apples
Among 6 People Equally?
Sardar: Juice Bana K De Do Na Madam.
by Pak101.com (few years ago!)
Saurav Ganguly: Yes,England Main Shirt Sirf Main
Hi Utar sakta Hoon.
MS Dhoni: Kya Karoon Dariyadili Kaam Nahi Aayi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Ne Apna Ghar Construct Kiya..
Construction Ke Baad Uper Wale Part Par Color kiya,
Aur Nechay Wale Part Par Likh Diya
"SAME AS ABOVE"
by Pak101.com (few years ago!)