Ek Pathan Jahaz Mein
Ek Pathan Jahaz Mein Ek Seat Par Beth Gaya Aur Wahan Se Uthne Ka Naam Hi Nahi Le Raha Tha,
Logon Ne Bohat Minnate Ki Magar Woh Na Mana Aur Bola: “Khan Ka Zuban Ek Hai Hum Apna Faisla Nahi Badlega”
Ek Shakhs Ye Sab Dekh Raha Thha Vo Pathan Ke Pass Gaya Aur Uske Kaan Mein Kuch Bola To Pathan Forn Uthkar Agli Seat Par Beth Gaya
Log Hairan Ho Gaye Aur Uss Shakhs Se Pucha Ke Tumne Ussey Kya Kaha Jo Woh Maan Gaya.
Admi Ne Kaha: “Simple Mene Puchha, Khan Sahab Aap Kahaan Jaoge?”
To Pathan Ne Bataya: “Dubai”
To Maine Kaha: “Dubai Ki Seet Agli Hai, Yeh To Australia Ki Seat Hai.“
by Pak101.com (few years ago!) / 1148 views
Similar Jokes
Pathan Namaz Parhnay Gaya 0r do Baar Wazoo Kya:
Bilawal na pucha: Khan Sahab Aapne do Baar Wozoo Kyo kia?
Pathan: Agar ek Toot Gaya to Dosra Kaam Aayega
by Pak101.com (few years ago!)
How woman calls their husband in first 6 years
Yr 1. Janu
Yr 2. O Ge
Yr 3. Sunte ho?
Yr 4. O bunty k pappa
Yr 5.. Kahan mar gaye?
Yr 6. Tum aate ho k main aaon?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
In bio practical:
Examiner: Tell me the name of this bird by seeing its legs only?
Sardar: I don't know.
Examiner: You r failed, what's your name?
Sardar: See my legs & tell my name
by Tanveer Hussain (few years ago!)
RAILWAY JOB INTERVIEW
Officer:
Tumhein Pata Chalay Ky 2 Train
Ek Hi Track Pe Aamny Samny Se
Aa Rahi Hain To Tum Kya Karoge?”
Sardar:
Main Kanta Badal Donga.
Officer:
Agar Na Badal Sako?
Sardar:
Main Red Signal Donga.
Officer:
Light Na Ho To?
Sardar:
Main Red Jhanda Dikha Doonga.
Officer:
Jhanda B Na Mila To?
Sardar:
Main Chotay Bhai Ko Bula Longa.
Officer:
Kyun?
Sardar:
Ohnu Train Di Takkar Wekhn Da Bara Shoq Ay.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Bhikhari(Paisa maangte hue): Bhagwan Ke Naam Pe
Kuch De De!
Amir Aadmi: Aaj Kuch Nahin Hai,Kal Aana!
(Ye paise na dene ka silsila kaafi dino tak chalta raha!Phir
ek din finally bhikhari ne try mari!)
Bhikari: Bhagwaan Ke Naam Pe Kuch De De!
Amir Aadmi: Aaj Kuch Nahin Hai,Kal Aana!
Bhikhari finally chidke Bola: Saale Is Kal Kal Ke Chakkar
Mein Mere Lakhon Rupayae Phanse Hue Hain!
by Pak101.com (few years ago!)
ek jin sharab penay insan ki shakal ma gaya 12 glass py gya.
sardr:tenu chaddi nahi ?
Jin:maa jin hoon
sardar:lay chadd gayi Kanjar nuu :)P
by umair Khan (few years ago!)
Cute Insult:
Boy: i want to say something to u Gal: wt ?!
...
Boy: Its 3 words & 8 letters
Gal: i know. Its I luv u, ...but i dont!
Boy: No !!
Gal: den wt?!!!
.
Boy: GO TO HELL !!!
lolzz....
by Tanveer Hussain (few years ago!)
If sumone calls u crazy, dont mind,
If sumone calls u duffer, relax,
Ff sumone calls u stupid be cool,
But if sumone calls u “cute”
.
.
.
.
.
.
.
.
Aik Zordar Thappar lagana us ko,
Mazak ki b koi hud hoti hai.
by nadeem (few years ago!)
Checkup ke bad doctor-Tumhe khaste waqt sabse jayada taklif kab hoti hai
Marij-jab pados ka kutta meri khasi ka jawab dene lagta hai
by Pak101.com (few years ago!)
Kabhi kabhi mere man mein
khayal aata hai,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Tu phone to kisi ko karti nahin,
To tera balance kahan chala jata
hai...
by pinkey (few years ago!)