Bhikhari Aur Amir Aadmi
Ek Bhikhari(Paisa maangte hue): Bhagwan Ke Naam Pe
Kuch De De!
Amir Aadmi: Aaj Kuch Nahin Hai,Kal Aana!
(Ye paise na dene ka silsila kaafi dino tak chalta raha!Phir
ek din finally bhikhari ne try mari!)
Bhikari: Bhagwaan Ke Naam Pe Kuch De De!
Amir Aadmi: Aaj Kuch Nahin Hai,Kal Aana!
Bhikhari finally chidke Bola: Saale Is Kal Kal Ke Chakkar
Mein Mere Lakhon Rupayae Phanse Hue Hain!
by Pak101.com (few years ago!) / 1100 views
Similar Jokes
Man saw a snake on bed of his Mother-in-law.
Man to snake: Meri saas ko das lay.
Snake: Abay Kya das lay? Main esi say to apna zehar recharge karwata hon.
by Pak101.com (few years ago!)
husband-talak lena hai,
advocate-talak lene ke liye 5000rp lagenge,
husband-pagal ho kya?pandit ne 51rp me shadi
kari thi.
advocate-dekh liye na saste ka natija.....
by Tanveer Hussain (few years ago!)
GUEST- Beta tumhara janam kis din hua tha ?
CHILD- Wedenesday ko...aur apka ??
GUEST- Sunday ko..
CHILD- Aap jhoot bol rahe ho Sunday ko toh chhuti hoti hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ye keh kr Pathan Ne truck Larkioon pe charha Dia FARAZ,
Bachna ae Hasinoo Lo main aa Gaya.... . . , ., , , , , ,
JEO PATHAN
by Abdul Hannan (few years ago!)
Biwi ne New mobile or Sim li or socha Shohar ko Surprise don,
Shohar Room mei betha tha wo kitchen mei gai or shohar ko Call ki:
Helo Drling
Shohar ne halki Awaz me jwab dia: Tum baad me cal krna abi ‘kamini’ kitchen me hai
Hoor kero Surprise
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher:
Who Is The Male Of Duck?
.
.
Sardar:
Frog
.
.
Teacher:
Why?
.
Sardar:
Because Frog Is
.
.
.
“MANDUCK”:-
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pati:Ab Jhagda Band Bhi Karo
Mai Shanti Ke Sath Rehna Chahta Hu
Patni: Ha, Jaao
Mai Bhi Shyam Ke Sath Rehna Chahti hu..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa to Banta – Dr ne kaha tha k tv cabel se
bache kharab hote hai aur padhai b nai krte, maine
cabel katwa diya,
Banta: Good. Ye to bahut aachi baat hai,
Santa: Ab maine dish tv laga liya hai!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher:- MotorCycle k Kitne Tyers Hote hai?
Smart Santa:- 6 Tyre
Teacher(Gusse se): How?
Santa:- 4 Motor k 2 Cycle k!
by Pak101.com (few years ago!)
Medicine shop:
Buyer: Do you sell this medicine?
Seller: Yes.
Buyer: It’s fake and poisonous.
Seller: But nobody complained about it before.
Buyer: How can dead people complain?
by Pak101.com (few years ago!)