bagla
Munna Bhai:- a Circuit, apun k mind me 1 laucha chal rela he,
ye Bagla 1 tang utha k kae ko sota he?
Circuit:- aray simple Bhai,
bolay to agar Bagla dosri tang b utha lega to gir jai ga. . .
by Abdul Basit (few years ago!) / 1055 views
Similar Jokes
Girl Demanded for Ice Cream Boy Purchased It
.
Girl:" Thank U
Boy:" Sirf Thank U
Girl:" U Want Kiss Na ??
.
.
.
.
Boy:" Arrey Romance Ki Bhuki, Aadhi Icecream De
by pinkey (few years ago!)
Boyfriend: Main Tumhe Kab Call karun???
Girlfriend: Jab Tum Chaho Tab.. :D
BF: Kal Main ne Call kiya tha..!! GF: Acha.. Par Utni jaldi nehi uthti Main.
... BF: Hmm.. To Main kal 11 Baje Call Karunga ?!
GF: Nahi, tab to Papa Ghar pehonge..
BF: To 3 Baje Call Karta hoon..
GF: Nahi, tab to Lunch ka Time hoga Na..
BF: To phir 5 Baje???
GF: Nahi, Tab to favorite Serial dekh rahi Hungi..
BF: To Raat ko Call karuga..??
GF: Nahi, Raat ko sab Waapas Ghar hote Hain..
BF: To Main Aakhir Call kab karun ???
GF: Jab Tum Chaho Tab.. :P
by Pak101.com (few years ago!)
Maa: Beta ya Kar Rahe Ho??
Beta: Padh Raha Hoon.
Maa: Shabash! Kya Padh Rahe Ho??
Beta: Ji, Film Shole Ki Story..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek newspaper me chhapa ki…
“50% ladkiya bewkoof hoti hai”
.
.
Is baat par ladkiyo ne khub halla machaya..
.
.
Fir next day jab ye chapa k”50%
ladkiya bewkoof nahi hoti”
.
.
Tab jakar ladkiya shant hui
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Wife: main driver ko nokri se nikaal rahi hun kyun k aj main doosri bar marte marte bachi hun.
Husbnd: Begum isy ek aur moka do. :-)
by Abdul Sami (few years ago!)
Pathan English sekny obama k pas gia 3month bad waps aya to pthn ko obama ka phone aya
Pathan: hi obama hw r u?
Obama: yaara tum english ch0ro nswaar bhej0!…
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek Kutta Ek Car K Neeche Baitha Tha..
.
.
.
.
.
.
Santa Aya Aur Uski Pooch Khechta Hua Bola:” Nikal
Saale Bhootni K..
Bara Aya Mechanical Engineer…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Sardar ko Khali msg Aaya
Sardar nai usi number per call kar k kaha:
pai G! Twano maloom hai???
Twady Mobile di INK khtam ho gae ae.
by Pak101.com (few years ago!)
Heights of "Kuch Bhi"Teacher: Agar 1 aam ki daali
par 10 kele lage hain,aur unn mein se 7 amrud tod
liye toh kitne angoor bache..??...Student: Sir 9
HathiTeacher: Waaah tumhe kaise pata chala..??
Student: Sir kyunki main aaj Lunch mein Gobi ki
sabzi laya huMoral: Rozana brush karo warna petrol
mehnga ho jayega..
by Pak101.com (few years ago!)
Police :tumhe kal subah 5 baje phansi pe latkaya jae ga.
Sardar:ha ha ha ha
police:kiun hans rahe ho?
Sardar:me to subah 8 baje uthta hun
by Sabir shah (few years ago!)