Beta: Papa, aap engineer kaise bane?
Beta: Papa, aap engineer kaise bane?
Santa: uske liye bahut dimaag ka zaroorat padta hai.
Beta: haa pata hai, isiliye mujhe samajh mein nahi aa rahaa hai ke aap kaise engineer bane?
by Pak101.com (few years ago!) / 941 views
Similar Jokes
Ek student ki aakhri khwaish Mujhe jala dena ya dafna dena, maru to 1 ghoot beer pila dena, mein tajmahal nahi chahta dosto, meri kabrpar girls hostel bana dena!
by Pak101.com (few years ago!)
Patni Bazaar Se Shopping Karke Ghar Aayi, Pati Ne Dekha Aur Use Bola
Pati: “Arrey Ye Kya, Tum Ek Aur Suit Le Aayi? Abhi Parson Hi To…”
Biwi Chilla Kar Boli: “Kya Kaha? Kya Parso? Bolo… Kya Kaha Tumne? Kya Parso, Parso Kya, Bolo Jaldi Batao, Kya Parso?”
Pati Ghabrate Hue: “Kuch Nahi, Main To Bas Ye Keh Raha Tha Ki Parso Bhi Ek Hi Suit Layi Thi, Aaj To Do Le
by Pak101.com (few years ago!)
Yaar aik sawaal puchna tha..
.
Pepsi ka nhi puchna
.
Munni ki badnaami ka b nahi puchna
.
Kasam sey Dadi or umair wala b nahi puchna
.
Munji baboo ka b nahi puchna
.
SheiLa ki jawani ka b nh puchna
.
Bus ye puchna tha k
.
.
.
.
.
.
.
ZUBAIDA AAPA totKey kahan sey Laati hain???
by Pak101.com (few years ago!)
Wife standing in front of a mirror and telling to
her husband, “I am fat, old, wrinkled and no longer
pretty. Will you still give me a romantic
compliment?”
Husband replied, “Your eyesight is still excellent.”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
*LARNE se MOHABBAT barrhti hai.
"FÄRÄZ".
Ye keh kr Wo Meri Ankh py "Mukka" Mar k bhag gai!
... .
.
.
.
.
<(',*)
("( /
/ /
Dekh yr PAGAL ki Bachi ko.....
Bolti hai k
12 Mahiney me
12 Tareeqey se Tujh pe Pyar Lutaon gi Main
Abi to ek Tareeqa howa hai or 11 baki hai:
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ki biwi ne pathan ko SMS kya: Ghar kab aa rahy ho?
Message kar k batao.
Pathan ne SMS kya: Main nahi bata sakta.
Balance kam hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 sardar ne jalti huwi building se 6 aadmi nikale loogoon ne phir bhi ussay mara kiun?
kiun k wo 6 log fire brigade wale they
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa:tujhe pata hai k log mujhe bhagwan mante hain.
Banta:kaise?
Santa:me jab bi kahen jata hon to log kehte hain
haye bhagwan to pher aa gaya
by Sabir shah (few years ago!)
1 Bhikhari Ki Lottry Lagi
To Us Ne Masjid Banwai.
Dosra Bhikari:
Tu Ne Masjid Q Banwai?
Pehla Bhikhari:
Iske Saamne Ab Main Akaila Hi
Bheek Manga Krun Ga
by Pak101.com (few years ago!)
Wife-Please Bike Tej Na Chalao...
Muze Dar Lag Raha Hai..!
Santa-Agar Tuze Bhi Dar Lag Raha Hai..
To Meri Tarah Aankhe Band Karle..
by Pak101.com (few years ago!)