Santa;begum k liye chapal lene Gya
Santa;begum k liye chapal lene Gya
Dukandar-Santa G Size to batao?
Santa-Yaar wo to Mai bhool gaya Hu
aisa karo meri KAMAR pe nishan dekh lo.
by Pak101.com (few years ago!) / 1021 views
Similar Jokes
Santa’s Army Test
Pappu- 3+5?
Santa- 8
Pappu- 7+3?
Santa- 10
Pappu- 8+8?
Santa- Pata nahi sir
Mere pass sirf 10 hi ungli Hai.
(=awaD o_0
W!LD T3XT3R
by Pak101.com (few years ago!)
Girl Pathan Se:
Jab Aap Ke Pas Mobile Hai Aur Mere Pas Bhi Hai
To Ap Ne Letter Kion Bheja?
Pathan:
O Hum Ne Tumko Cal Kia Tha
Us Mein Larki Boli
Plz-Try-Letter
by Mohammad Ali (few years ago!)
Darya k kinaaray 2 Sardar chamach se darya mai
Dahi daal rahe thay!
Pathan ne dekha to poocha: Khocha yeh kya kar
rahe ho…?
Sardar: Hum Lassi bana rahe hain!
Pathan: Ha Ha Ha…! O pagal ka bacha, log isi liye
tum par Lateefa banatay hain…!
Itna Lassi tumhara baap piyega.Ha.ha.ha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek pathan interview K lye gaya.
interviewer : “Where is abu dabi?”
pathan: “jis qabrastan me meri Ami Dabi,
wahi per Abu dabi…!!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Height of double daring :
Girl to Mom : Mom I have started loving a boy.
Mom : What? And how old is he, what does he do?
Girl : he is 3 months old happily kicking in my
stomach…:)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Gujarati Babu aur Hindi Babu Jurassic Park movie
dekhne jate hain.
Dinosaurs screen ke paas aa raha tha. Gujarati
Babu darke seat ke neech chhup gayi.
Hindi Babu: Kyon Gujarati Babu, kya baat hai? Dar
kyon lag rahi hai. Cinema hi to hai.
Gujarati Babu: Mein Insan hoon aur akkal hai, pata
hai ki cinema hai. Lekin voh to janwar hai, usko kya
pata?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Height of dreaming:
Last Night Bill Gates
came in my dream and said
.
.
.
Yaar Farhan…
teray pas windows xp ki CD hai?
kal wapas kar dun ga…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Taxi Main Ja Raha Tha. Achanak Taxi Ruk Gayi.
Sardar Driver bola: Sir Taxi Aage Nahi Ja Sakti, Petrol Khatam Ho Gaya Hai.
Funny Santa: Koi Baat Nahi Taxi Vapis Ghar Ko Le Chalo.
by Pak101.com (few years ago!)
Height of caring..
Ek bar chiti hathi ke upar beth kar jaa rahi thi.Raste me kaccha pul aata hai.Usko dekh ke chiti-"Jaanu cross kar loge ya main utru?"
by Pak101.com (few years ago!)
Fool Apney Bhai Se:
Tum Hamari Shadi Par Kya Khaas Kam Kry Ga?
Bhai: Hawai Firing To Sab Kartay Hain,
Hum Khud Kush Dhamaka Kary Ga...
by Tanveer Hussain (few years ago!)