Pathan UK Gia
Pathan UK Gia, Airport of Officer ny naam poocha,
Pathan “Umar Draz Khan”,
Officer “English mein btao
Pathan kuch der sochny k bad “Long Life Khan”
Peechay sardar khara tha
us ki bari aai, us say naam poocha to kehna laga
Beautiful Red Underwear
Officer, “What”?
Sardar,
Mera Naam hy “Sundar Laal Chadda”
by Pak101.com (few years ago!) / 953 views
Similar Jokes
naukar - sahab aapka kutta to admi jaisa dikhta hai.. kya khilate ho?
sahab - kamine ye kutta nahi h. mera beta h CA kar rha h. abhi exam chal rahe hai..
by Pak101.com (few years ago!)
pathan to dukandar:give me blackbulb
dukandar:what is black bulb
pathan:ullu ke pathe jab rat ko andhera hota hai to hum roshni wala bulb istamal kartay hain mujhe ab andhere wala bulb chahiye takay sabah mein sunay ke liye andhera kar sakoon
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Ek Sardar doosre sardar se:
Yaar bata motorcycle ke kitne tyre hote hai?
2nd sardar: 2 hote hai.
1st sardar: Nahi do nahi 6 hote hai
2nd sardar: Woh kaise?
1st sardar: Iss tarah 4 Motor ke aur 2 cycle ke.
by Pak101.com (few years ago!)
Main teri Maa Hoti
Teacher: Main teri Maa Hoti Tou Main Tujhy
2 Din Main Sudhaar Deti …
Student: Madam, Kal Tak Main Apne Papa Sy
Mashwara Kar k Bata Doonga …
by hearthackervsgirls (few years ago!)
santa ki beti "LAADO" Bacpan se japan me thi Wo india aai per airport se return ho gayi Q ki waha bord lagha tha "NA AANA IS DESH MERI LADO
by Pak101.com (few years ago!)
If you marry one woman,
she will fight with u
But if you marry with 2 women
They will fight for u.
Think different Add Wife Have life
by @irha@ (few years ago!)
Pathan Sir 15 Din Ki Chhuti Chaiye
Boss:15 Din Ki Chhuti Kyun Chaiye?
Pathan: Cousin ki Shadi Hai.
Boss: Cousin Ki Shadi Mein15 Din Chhuti Kyun?
Pathan: Cousin Ki Shadi Mujh Se Ho Rahi Hai…
by Mazhar Khan (few years ago!)
hanso
khelo
naacho
gao
duniya ki parwa mat karo
kyun k
duniya janti hai k pagal aisi harkatein karte rehte hain.
HoHoHoHoho
HaHaHaHaHa
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aisi-ki- taisi kab hoti hai?
Kab lagta hai ki ab to bhagwan bhi nai bacha sakta
.
.
.
Ans:-jab DAST lage our pajame ka naada na khule
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA ka school me 7th class me new admision huwa.
Teacher-Batao Sachin Tendulkar kon hai ?
SANTA-Humko kya pata mai To school me naya hun
by Pak101.com (few years ago!)