Pathan Sir 15 Din Ki Chhuti Chaiye
Pathan Sir 15 Din Ki Chhuti Chaiye
Boss:15 Din Ki Chhuti Kyun Chaiye?
Pathan: Cousin ki Shadi Hai.
Boss: Cousin Ki Shadi Mein15 Din Chhuti Kyun?
Pathan: Cousin Ki Shadi Mujh Se Ho Rahi Hai…
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1033 views
Similar Jokes
BOYS stands for
B: BADMASHIYON mai sab sai agay
O: OLLU ki tara raat mai jagay
Y: YARIYIAN nebhaye jaan laga ke
S: SHAREEF sirf maa baaf ke samnay
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher:
Agar sache dil se Rab se Dua ki jaye to wo poori hoti hai…!!!
Student:
Rehne dain miss, agar aisa hota to aap meri biwi hotein.
by inayat khan (few years ago!)
The life is so short even to complete your sleep, I wonder how people find to study"
.
(William kaamchor )
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Santa ne Banta se kaha,”Sabse bada challenge kya
hai?”
Banta replied – Answer sheet ko khaali chod do aur
last me likh dena, paas karke dikha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor:Ap bilkul mairi 3 bewi ki tarha lag rahi ha.....
Girl:Oh Really!!!
Doctor:yes
Girl:waisa ap ki ha kitni beewiya?
Doctor: 2........... :p
by Tayyab Mughal (few years ago!)
Girl-Wo SMS pe SMS Kr rha Tha
Maine Kaha
Aaj Itna Pyar KisLiye
Boy-Ye Pyar Nhi Pagli
Kal msg Pack ki Expiry He Isliye.
by Pak101.com (few years ago!)
Father To Son:
Tum ne aaj tak koi aisa kaam kiya hai jisse mera sir garv se oncha ho jaaye?
Son:
Jee papa yaad kariye ek baar maine aap ke sir ke nechay do takiye rakhay they aur aapka sir kitna oncha ho gaya tha…
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:Ye Bacha Tmara Kia Lagta Hy?
Pathan:Ye Hmara Dooor Ka Sagga Bhai Hy
Srdar: Dooor Ka.Saga Bhai?
Me Samja Nai
Pathan:Is K Or Mere Drmiyan
13 Behen Bhai Hain
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ko Uss Ke Baap Ne Shaadi Ke Baad Suhagrat Par Gun Di Aur Kaha
Baap: “Agar Teri Biwi Kunwari Hui Toh Ek Hawai Fire Karna, Na Hui To Usay Goli Maar Dena.”
Pathan Ne Pahli Raat Hawai Fire Kiya Aur Doosri Raat Biwi Ko Goli Maar Di.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Insaan wahi hai jo dusron ke kaam aaye.Student: Par Ma'am exam mein to na aap hamare kaam aati hain aur na dusron ko aane deti hain
by Pak101.com (few years ago!)