Ye Bhangi Kaun Hai
What is the most embarrassing moment for a girl?
When she is showing her friend's photos to her mom & as her bf's pic comes, her mom says,
"Ye Bhangi Kaun Hai?
by Pak101.com (few years ago!) / 1138 views
Similar Jokes
Aik Pathan Cycle Sath Lay Kar Bhaga Ja Raha Tha
Rastay May Kisi Nay Kaha K
Khan Sahib Chay To Petay Jao
Khan: Agr Itna Time Hota
To Cycle Pay Na baith Jata
by Pak101.com (few years ago!)
Employee-
" boss meri shadi ho gayi,meri salary bhada do"
Boss-
"factory ke bahar hone wale hadso ke liye company zimedar nahi hoti"
by Pak101.com (few years ago!)
Ager trains k naam Pakistani Actresses k naam pe hotey tou khabrain aisi hotin: Aaj Reema overload ho kr gai!! Saima k neechay aa k aik banda halaak!! Accident main Shahida Minni ki pichli bogi tabbah!! Tez raftaari ki wja se LAILA patri se uter gai!! Meera pe charhne waalon ki tadaad main izafa!! Nirma chalte chalte band ho gai!! Khushbu ki body change karne ka faisla!! Nargis per ghair qanooni tor per charhey huay 7 afraad ko saza!!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hasn rahe ho?
Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hun.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher to sardar :name five animals that live in water?
Sardar:frog ,teacher and reamaining four .
sardar:frog de maa pio phen tay praah.
by Pak101.com (few years ago!)
Patient to doctor: aap ki nurse ka hath lagtey hi mein theek hoogaya
Doctor: Jee janta hoon thapper ki awaaz yahan taka ayi ha!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ramu: Sir, mere ghar mein TV chodke baaki sabki chori hogayi hai?
Police: chor ne sirf TV kisliye chodaa hoga?
Ramu: mujhe kya pataa sir? main us samay TV mein serial dekh rahaa thaa
by Pak101.com (few years ago!)
1st Behra:
Kya Tum Mumbai Ja Rahe Ho?
2nd Behra:
NaHi,
ME To Mumbai JaRaha Hu
1st Behra:
Accha,
ME Samjha Tum Mumbai JaRahe HO.!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dost Pathan se:
APRIL FOOL manaya?
Pathan: Han
Dost:kis k saath?
Pathan:Bv k 7!
hum ne 3 bar talaq dia
jab wo rone laga to Hum bola
APRIL FOOL,
APRIL FOOL..!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Qatil: Try Karo Ke Umar Qaid Ho Jaye
Magar Saza-E-Mot Na Ho,
.
.
Pathan Lawyer: Tum Fikar Mat Karo,
.
After Case
Qatil: Kya Howa?
Pathan: Bahut Mushkil Se Umar Qaid Howi,
Warna Adalat Tu Reha Kar Rahi Thi
by Tanveer Hussain (few years ago!)