awaaz yahan taka ayi ha!!
Patient to doctor: aap ki nurse ka hath lagtey hi mein theek hoogaya
Doctor: Jee janta hoon thapper ki awaaz yahan taka ayi ha!!
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 886 views
Similar Jokes
Raza: 13 days ago
Santa apna sar pani me duba rha tha
Biwi-kya kAr rhe h?
Santa-Dimag chalta nhi h Sala
dekh rha hu kahi Puncher to nhi.
by Pak101.com (few years ago!)
A boy 2 pathan: Mai agar chahon to tamam Pathano
ko Jannat se nikal kar Jahanum main la sakta hoon.
Pathan: Kaise?
Boy: Main Jahanum mai Naswar ka dukan kholon ga.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Hanso Khelo Naacho Gao
Duniya Ki Parwa Mat Karo
Q K…
Duniya Janti Hai
K… Pagal Aisi Harkatein
Karte Rehte Hain
by Pak101.com (few years ago!)
Paagal 1: main Taj Mahal ko kareedh loonga
Paagal 2: main use abhi bhech nahi rahaa hoo
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Shame on you girls
.
.
.
.
.
.
.
.
Weather is getting hotter than u.... :p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Bar Ek Chinki Ke Ek Dost Ne Us Se Puchha
Boy: “Yaar Chinki Ek Baat To Bata, Ye Pyar Ho Jata Hai, Ya Karna Parta Hai?”
Chinki Huste Hue: “Ladka Handsome Ho To Ho Jata Hai, Aur Agar Ameer Ho To Karna Parta Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pakistani dosre se: Yaar kehte hain iss baar jung computer se lari jaye gi???
2nd: Haan! mizaile computer se control hotay hain na...
1st: Phir tau hum jang haar jain gay.
2nd: Woh kese???
1st: Yaar agar mizaile chalanay se pahlay hi bijli chali gai tau???
by Mazhar Khan (few years ago!)
GOLU Dosto K Sath Shadi Me Khana Khane Gaya
ENTER Hue To 'SALAD' Dekh Ke Bahar Aa Gya Bahar Aake Bola-
Oye! Abhi To Sabji Hi Nahi Bani Hai Yaar
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pathan interview K lye gaya.
interviewer : “Where is abu dabi?”
pathan: “jis qabrastan me meri Ami Dabi,
wahi per Abu dabi…!!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Wife: Agar mai gum ho Jaon to Tum Kiya Karo Ge?
Husband: Mai Akhbar me Add Donga!
Wife: Kiya Add do ge? Husband: "JAHAN RAHO KHUSH RAHO!"
by Mohammad Ali (few years ago!)