CCV CEMRA
Dad: ek zamana tha jab main Rs 10/-
mein kirana, sabzi, doodh, nashta le
aata tha
Beta: ab aisa possible nahi papa
kyunki sab jagah CCTV camere lage
hote hain!.
by Rizwan Ajmal (few years ago!) / 823 views
Similar Jokes
Ek Kali African ladki ko God ne Pankh de diye to wo kushi se boli-Wow! God kya aab main Pari ban gayi hun? God-Nahi re Pagali tu aab Chamgadar ban gayi ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Hum Loug Hamaisha KARACHI Ko 1 Acha Shehar Nahi Samajhtay,
Our Iski Burai Main Lagay Rehtay Hain..
Hanlan K KARACHI Dunia Ki Wo Wahid Our Azeem Jagha Ha,
Jaha ABC Rehta Ha… :D
Taaliyaaaaaaan
(‘.’)/
/)( Beth Jayen Beth Jayen.
Doosron Ko Bhi Azeem Insan Dekhnay Dain…
Shukriya ;)
Jalny Walay Pleaze Side Pay Rahain ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar ne makhi ke legs tod kar kaha, Ja udd ja..
Lekin Makkhi nahi udi, Sardar ne kaha..
“Aab to saabit ho gaya ki agar makkhi ke legs tod di jaye
to makkhi sun nahi sakti!!!”
by Pak101.com (few years ago!)
Phone Ki Ring hui.
Husband: Mere liye Ho To Kehna Mai Ghar pe Nahi Hun.
Wife Phone Utha k : wo ghar pe hain.
Husband: Mana Kiya phr Bhi
Wife : Ji wo mere liye tha
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan bhari Bus mai ek Larki se Touch ho raha
tha
Larki: Excuse me Aap Acha nahi kar rahy..
Pathan: Itny Rush me is se acha nahi ho sakta……
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: B0llywo0d Meray Peechay Hai,
Modeling Ki Offerz Ho Rahi Hain.
Magr Mera K0i Mood Nahi,
Or To Or Local
T.V Walay To Abhi Tak Meray Peechay Paray Huay Hain.
Mintain Kr Rahay Hain.
Banta: Acha Wo Kesay?
Santa: Instalments Per Lia Tha Na. . .!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
2 pathan chhat pe so rhe the
ek dosre se bola
“yar maachis kahaan hai?”
2nd :”teeli jala k daikh lo”
by Abdul Hannan (few years ago!)
Bazurg kisi abadi se guzar rhy thy unho ne dekha ke puri abadi mai sirf 2 ghar ese hy jo chand ki tarha chamk rahe hy
Wo isi tajasus mai dusre din b isi abadi se guzray or wohi manzr dekha unho ne logo se poucha ye kia raz hy
Logo ne unhy bataya ke ye Allah ke wo bandy hy jinho ne
UPS lagwaya hy..
by haleema sadia (few years ago!)
Santa: police ne tumhe kyu arrest kiya?
Banta: maine purse se paise nikhaal ke kharchaa kar diyaa thaa
Santa: baap re!! is liye bhi arrest karte hai kya?
Banta: purse kisi aur kaa thaa yaar
by Pak101.com (few years ago!)
jadeed Eduaction
jadeed Eduaction Muhawry!!
1. " science say Gira Arts me Atka"
2." Fail hoty ko Practicals ka Sahara"
3. "Dagree le k Aag me Daal"
4. "3rd Divsion pas Ghar ka na Ghat ka"
5. "Dost wo jo Imtihan me Cheating Karary"
6. " Likhna na Jnay, Nib terhi"
7. "Qadar kho Deta hai Roz ka University jana
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)