Santa baalon k saath saath
Santa baalon k saath saath kandhe pe b shampo laga rha tha.ye dekh k wife boli-kya kr re ho?
Santa-ye koi aam shampo nai hai ye Head & shoulder hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 1213 views
Similar Jokes
height of irritating
boy-pen h ?
grl-nhi h..
.
.
thodi der baad
boy-pen h ?
grl-bola naa nhi h..
boy-pen h..pen ??
grl-bola naa nhi h..ab pucha toh HATHODA maar dungi..
boy-Hathoda h ??
grl-nhi....
boy-toh phir pen h pen ??
:D:D:p
by Pak101.com (few years ago!)
Kch Log Dozaak Main Aaram Se Soo Rhe The
Farishte Ne 2usre Se Puchaa Yeah Dozak
Mein Be Soye Huway Hain?
Dusre Nay Kaha
Yea Pakistan Say Aye Hen
Garmi AOr Loadsheding Kay Adi Hain.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Macchar ne 1 admi ko kata
Admi:
Din me b kat rahy HO
.
.
.
.
.
Macchar:
Kya karo Ghar ma behen ki shadi Hy Or Larky walo Ne 1 liter khoon jahez Me Manga hy;-)
by Engineer Rizwan (few years ago!)
Santa ke ghar chor aa gia
Santa ne daikha tu chor bhaag gia
Santa chor ke peche bhagty bhagty agay nekal gia
Santa: Ek to chori oper se "RACE" lagata hai hamary sath
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek bar Engineering K Sbhi Professors Ko ek Airplane Me Bithaya Gya.
Fir Announce Kiya Gya Ki
Ye Plane Apke Students Ne Bnaya Hai
Sab Professors Niche Utar Gye
Pr Principle Bethe Rhe.
Logo Ne Pucha – Apko Dar Nahi Lagta?
Principle-
“Muje Apne Studnts Par Pura Bharosa Hain.
Start Hi Nahi Hoga.
by Pak101.com (few years ago!)
A FAITHFUL husband is one who.....
Always thinks of his wife while sleeping with other Women.
Rather than thinking of other women while sleeping wtih his Wife.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Arbi Bath Room me phone pr BAT kr ra tha,PATHAN ne suna to andar jakr arbi ko boht mara, logo ne pucha to Bola. ye kameena Bath Room me TILAWAT kar rha ta.
by itrat batool (few years ago!)
Rat ko 12 baje ladki ne Byfnd ko call kiya kaha mere ghar pe
koi nhi he
ladka uski ghar pe gya
sach me koi nhi tha
Taala laga hua tha.:-P ;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Sharabi daaru pee pee kar mar gaya,Lekin marte marte bhi keh gaya ...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Daaru to BRANDED hi peeta
tha..!!
.
.
.
Saala liver hi LOCAL nikla ...
by pinkey (few years ago!)
Santa: Miss Kya Aap Ne Mujhe Raat Ko Call Kiya Tha,
Miss: Nahi
Santa: Yeh Tho Kamal Ho Gya Hai,
Subha Jab Mein Utha Tho Mere Mobile Par Likha Tha
Miss Call :o :D
by Asim Raza (few years ago!)