Girl: Main Fail Hona Chahti Hon
Girl:
Main Fail Hona Chahti Hon
Frnd:
Kyun?
Girl:
Ammi Ne Kaha Ha K
1st I To Science Dilwaengi
2nd I To Arts
Or
Fail Hoi To Shadi Kara Dungi… ;->
(Main Fail Hona Chahti Hon )
by Pak101.com (few years ago!) / 898 views
Similar Jokes
Santa: Kaam wali shanti ko bulao.!
Wife: Kyun?
Santa: Doctor ne kaha hai, raat mein dawa khane ke baad shanti ke saath so jaana.
by Pak101.com (few years ago!)
A man was invited for dinner at a friend's house. Every time the host needed something, he preceded his request to his wife by calling her "My Love", "Darling", "Sweetheart", etc., etc. His friend looked at him and said, "That's really nice after all of these years you've been married to keep saying those little pet names." The host said, "Well, honestly, I've forgotten her name."
by inayat khan (few years ago!)
MUNNA BHAI: Mamu, tu kitna pada hai? MAMU: B.A.
MUNNA BHAI: Sala, two akshar pada aur woh bhi ulta?
by Mohammad Ali (few years ago!)
Shiv:-Mera Trishul kaha hai?
Parvati:-ganesh le gaya?
Shiv:-Kyu?
Parvati:-Keh raha tha ki
“Girlfriend” ke sath Meggi khane ka program he….
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Pathan 2nd Se!
Is Ki English Kya Hogi?
“Mujhe Roza Lag Raha Hai”
2nd Pathan!: Khocha Bohot Easy Hai. “The Roza Is Touching To Me”
by Pak101.com (few years ago!)
Aik sahib ne apne naye mulazam se kaha& ja kar bazaar se aalu or gost le aao nokar ne
kaha……janab main is sher main niya hun kahin kho jaon, chunachawoh sahib khud hi bazaar se saman le aye.ghar aa kar unho ne nokar se kaha ke lo ab pakao.is ne jawab diyaise sui gas par pakan nahi aata.in sahib ne khud khana tyar kar liya.phir mulazim ko awaz di aao khana kha lo.who bola”bar bar inkar karna acha nahi lagta .muje sharam aa rehi hay is liye kha leta hun.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek professor ko classroom mein larkey bohat tang kertey they. Un key mukhtalif naam rakhey huey they or kabhi sahee naam sey yaad nahi kertey they
Ek din woh apney professor dost key saath kaheen jaa rahey they to peechey sey kisi ney awaz lagai, “Oey tiddey…!”
Professor sahab ney apney dost ko kaha, “yeh aap ko tidda keh raha hey”
Dost bola, “ji nahi, yeh aap ko keh raha hey”
Professor sahab bohat eitamad sey boley, “Hargiz nahi, yeh aap hi ko keh raha hey, mujhey to yeh chohara kehtey hein”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar train chadne laga to akashvani hui: Yeh train patri se utar jaegi. Voh chada hi nahi.
Santa plain pe chadne laga to akashvani hui: Yeh crash ho jaega. Voh fir vapis aa gaya.
Santa bus pe baithne laga to avaz aai: Is ka accident ho jaega.
Sardar: Tusi kon ho Ji?
Avaz aayi: Bhagwan.
Sardar: Jab mein ghori chadan laga si, ta tusi kidhar si ji?
by Pak101.com (few years ago!)
Q: Why did the turkey cross the road?
A: Because he wasn't a chicken.
by khalid hussain (few years ago!)
Usko paane ke liye mein bhagvaan se bhi lad leta!.
.
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
par phir maine socha,
.
.
.
.
.
Exams ka time hai!
Bhagvaan se panga thik nahi!
by Pak101.com (few years ago!)