Aik sahib ne apne naye mulazam se kaha
Aik sahib ne apne naye mulazam se kaha& ja kar bazaar se aalu or gost le aao nokar ne
kaha……janab main is sher main niya hun kahin kho jaon, chunachawoh sahib khud hi bazaar se saman le aye.ghar aa kar unho ne nokar se kaha ke lo ab pakao.is ne jawab diyaise sui gas par pakan nahi aata.in sahib ne khud khana tyar kar liya.phir mulazim ko awaz di aao khana kha lo.who bola”bar bar inkar karna acha nahi lagta .muje sharam aa rehi hay is liye kha leta hun.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1108 views
Similar Jokes
Wife:Bathroom K Pardey Lagwa Do,
Naya Parosi Dekhnay Ki Koshish Karta Hai.
Sardar:Ek Baar Daikh Lanay Do,
Phir Woh Khud Apnay
Room Main Parday Laga Le Ga!….
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Phatan ne Doctor ko bohat mara: Logo ne pocha kyou?
Phatan: Etni garmi main kehta hy Paani Boil Kar k Piyo
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Master G Bachy Ka Lunch Kha Gaya.
Master G: Beta Ghar Ja Kar Mera Naam To Nahi Bataogy?
Bacha masumiyat sy: Master G Main Ammi Sy Kahun Ga
Ke Meri Roti Kutta Kha Gaya...
by Pak101.com (few years ago!)
Faqeer:
Baji bhooka hoon, Allah k naam thora sa khana dedo.
Baji: Khana abi nai paka.
Faqeer:Baji number likh lo jab pak jay to misscall de dena,
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Mehnat Karo Gay Tou Kuch Bano Gay...
Student: Teacher, Hamra Gadha Tou Itni Mehnat Karta Hai...
Magr Wo Tu Kuch Nahe Bana ...
by Abdul Hannan (few years ago!)
A Boy Goes To See A Dance.
A boy goes to see a dance.
His mom angrily asks him:
Did u see anything there that
u were not supposed to see?
Boy: yes, I saw dad..
by Zia Rasool (few years ago!)
Machar Ka Bacha Pehli Bar Urha.
Jab Wo Wapis Aya
To Us K Baap Ny Pucha:
Urh K Kaisa Laga?
He Replied: Bohat Maza Ayaa,
Muje Dekh K Har Koi Taaliyan Baja Rha Thaa….
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Height oF Tension
Santa- 5min Me Exam Chorh K Jaane Laga.
.
Teacher-Kya Hua, Paper Nhi Aata.?
... ..
..
..
..
..
Santa- Woh Baat Nahi Hai, Mujhe Kal K Paper Ki Tyyari Karni hai
by Pak101.com (few years ago!)
1ladke ne 1ladki ko dekh kar arz kiya
Tere smile me kya chamk he
Tere smile me kya chamk he
wo muskura k boli
MERE TOOTHPASTE ME NAMAK HAI
by Pak101.com (few years ago!)
Srdar-Shirt k liye kapda dikhaiye!Salesman-plain me dikhau?S
rdar-nahi,Helicopter me dikha saale Bandar ki aulad…Sardar hu to mazak udata hain!!!:-
by Pak101.com (few years ago!)