Teacher Gusse Se Bacho Ko
Teacher Gusse Se Bacho Ko Jhad Raha Tha.
Teacher: “Agar Koi Ladka Aaj Ke Bad Girls Section Gaya To 1st Time Rs.100 Fine Hoga Or 2nd Time 200 & 3rd Time 500 Hoga.”
Pappu Ye Sunkar Bola: “Sir Monthly Package Ke Kya Charges Hai?“
by Pak101.com (few years ago!) / 906 views
Similar Jokes
Wife- Look A thief has entered our House & eating the Cake prepared by Me
Husband- Oh my God
Whom should i CALL?
POLICE or AMBULANCE
by hearthackervsgirls (few years ago!)
GF to Pappu: Titanic dekh kar kya seekha ?
.
.
.
.
.
.
.
.
Pappu: Sikha kuch nahi,
abhi tak soch ra hu
ki
aise mast mauke par bhi koi
painting
kaise kar sakta hai.. :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Taxi Driver Buhat Taiz Drive Kr Raha Tha, Peechay Bethay Huay Sahib Bolay:"O" Bhai Ahista Taxi Chalao Main 12 Bachoon Ka Baap Hoon.
Driver:Apni Speed Dekhi Hai?Jo Meri Speed per Aitraaz Kr Rahay Ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Judge said to Pathan: Tum per cycle chori ka ilzaam sabit nahi hua lihaza, Tumhain Ba Izzat bari kya jata hai.
Pathan: To kya Cycle hum rakh le?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan 1st Time Jahaz Pe Baitha:
.
Jesy hi Jahaz ka Agla Tyre Ooper Utha, Tu Pathan Pilot ko Maarny Laga.
.
Aur Bola:
.
Mai Pehlay He Dara Huwa Hon
.
Aur
.
Tum Wheeling Kar Rahy Ho. …
by Mohammad Ali (few years ago!)
House owner: Rs 500 kiraya hoga.
Tanent: Thik hai. Lekin aapke ghar me chuhey nach rahe hai.
House owner: To saale 500 me kya Sheela nachegi?
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher- jis aadmi ke dono hath nahi hote
use hindi aur english mey kya
khte hey?
student-hindi mey "thakur"
english mey "handsfree"
by Pak101.com (few years ago!)
Sir : Apka Beta Cigarette Pita Hai
Aap Kabhi Use Puchhte Nahi ?
Sardar :Haan Puchhta Hu
Par Mujhe Kabhi Deta Hi Nahi..
by Pak101.com (few years ago!)
Short Man: Are Mr Funny bole to, agar bina daanton ka Kuta kat le
to kya karny ka ?
Mr Funny: Very simple bhai, bole to bina Sui ke 14 injection lagvane ka...
by Pak101.com (few years ago!)
Shaadi aur mobile
Shaadi aur mobile me kya similarity hai?
Sirf dimag me ek hi sooch aati hai ki,
Thode din aur ruk jata to naya model mil jata.
by Pak101.com (few years ago!)