Int Ka Jawab Pathar
Ek Ladka Chinki Se Bola.
Ladka: “Apna Figure To Dekh Sirf Haddiya Hi Haddiya Hai”
Chinki Muskurate Hue: “Tabhi Main Sochhu Yeh Kutta Yahaan Kya Kar Raha Hai“
by Pak101.com (few years ago!) / 934 views
Similar Jokes
Admi:jab meri shadi howi thi to mujhe bv itni pyari lagti thi k dil karta tha k kha jaun
dost:aur ab?
Admi:sochta hun, kha lia hota to acha tha.
by Sabir shah (few years ago!)
At a bus stand in Lahore,
An American Doctor got Heart attack after reading a Books Name:
How to Become a DOCTOR in 30 Days.
Rs. 150/-:p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik sahib ne apne naye mulazam se kaha& ja kar bazaar se aalu or gost le aao nokar ne
kaha……janab main is sher main niya hun kahin kho jaon, chunachawoh sahib khud hi bazaar se saman le aye.ghar aa kar unho ne nokar se kaha ke lo ab pakao.is ne jawab diyaise sui gas par pakan nahi aata.in sahib ne khud khana tyar kar liya.phir mulazim ko awaz di aao khana kha lo.who bola”bar bar inkar karna acha nahi lagta .muje sharam aa rehi hay is liye kha leta hun.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa boasting to his friend. You know I am a good
collector of antiques.
Banta: Yes I know, I have seen your wife.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pakistan ka matlab kia?
BOMB DHAMAKAY OR AGHWA!
yeh tera pakistan hai yeh mera pakistan hai
yeh os ka pakistan hai jo sardar-e-pakistan hai
log kehtay hein k pakistan Zinda Baad!
hum kehtay hai......
pakistan se Zinda Bhaag
by Abdul Sami (few years ago!)
Pathan : Humne Aik Aisa Cheez Banaya Hai Jiske Zareye Deewar Ki Dusri Taraf Dekha Ja Sakta Hai,
Scientist: Wo Kya Cheez Banaya Hai Tumne?
Pathan: "SORAKH"
by Mohammad Ali (few years ago!)
Husband wife ki larai ho rhi thi
Unka chota bacha b wahan betha tha,
Husband=tu sali kutti.
Wife=tu sala kutta
Bacha masumiat se bola.
Or main sala pupyy!
by Pak101.com (few years ago!)
1 Truck dosry Truck ko rassi se baandh kar le jar aha tha
.
Yai daikh kar sardar hans kar lot pot hogia owr kahny laga:
1 rassi ko le jany ke lie 2, 2 truck
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
eacher:
wo kon si Aurat hai jisay her waqat pata hota hai k
mera shohar kahan hai?
.
.
.
Sardar:
Bewa Aurat,
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar car ki battery change karwane gaya ...
Mechanic - Sahab, Exide ki daal doon ?
Sardar - Nahin yaar, dono side ki daal de, warna phir
problem hogi.
by Abdul Hannan (few years ago!)