Khushi Se Admi Mota To Ho Hi Jaata Hai?
Biwi Apne Pati Santa Se Boli.
Biwi: “Jara Dekho Sheeshe Mein Aap Kitne Mote Ho Gaye Ho”
Santa: “Apne Aap Ko To Dekh, Tum Bhi To Kitni Moti Ho Gayi Ho”
Biwi Muskurate Hue: “Main To Maa Banne Wali Hoon”
Santa: “To Kya Hua, Main Bhi To Baap Banne Wala Hoon“
by Pak101.com (few years ago!) / 1017 views
Similar Jokes
1sj sardar:yar murghi ka bacha ande se kaise nikalta hai?
2nd sardar:niklna chorh yaar, mujhe to ye samjh nai ata k wo andar kaise chala jata hai.
by Sabir shah (few years ago!)
BV sharabi shohr ko theek kerne k liye Kala Libas Pehan kr khari ho gai Shohar Jhomty howy Kon ho tum ?
BV:churail Shrabi: Hath mila main teri Behan ka Shohr
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Padosi:Yar tere ghar se Hmesha Hasne ki Awaz aati h Khushi ka Raaz kya h...m? Husband:Meri BV muje jute marti h Lag jaye to wo hsti h,na lge to me hsta hu..
by Pak101.com (few years ago!)
A girl to a doctor on phone:
Dr! my brother has an electric shock what should I do?
Doctor replied: First of all say thanks to God because
you have light in your house.
by Pak101.com (few years ago!)
Baap : Sharab, Cigarette, Ladkiyan
Ye Sab Tumhari Jaan k Dushman
Hain..
.
.
Beta : Jo Shakhs Apne Dushmano
Se Dur Bhaage
.
Wo Mard Nahi Hota papa...
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan apni Maa se: Kia ap ne mujhy paida hone se pehly daikha tha?
.
Maa: Nahi
.
Pathan: To phir ap ne mere paida hone ke baad mujhe pehchana kaisy?
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Boys Girls se Zyda Naik hoty hain Kuyn k
Jab b koi B0y kesi Girl ko dakhta hai to bolta hai
Sadky Jawan, kurbban Jawan, MashaAllah, SubhanAllah,
Aur Girl Boy ko dakh kar kahti hai
Dekho kaisy ghor raha hai
Kamina, Zaleel, Be-Sharam, Be-Haya
Tu Sabit howa boys Girls se Zyda Naik hoty hain
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Bus Me Pori Seat Par Pheal Kar Betha Tha
Stop Se Ek Aadmi Carha Aur Jaga Mange
Pathan:Oye Tere Ko Pta Nahe K Me Kun He?
Aadmi Dar Gaya Aur Khara Raha
Next Stop Se Ek Aadmi Carha Aur Jaga Mangi
Pathan Ne Phr Bharm Karwaya
Us Ne Pathan Ko Pakar Lia Aur Kaha Bta To Kun
He?
Pathan:Muhammad Gul Khan Zai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 friends were attending a boring lecture..
.
1st frd- Even my ass has fallen asleep..
2nd frd- I know! I heard ir snore 3 times..
by Mohammad Ali (few years ago!)
hazaar rupay jurmana aed kya jata hai.
chor ( haath bandh kar ) : huzoor! baqaida anay walay gahak ke sath kuch to riayat honi
by @irha@ (few years ago!)