Tumne Home Work Kyun Nahi Kiya?
Class Mein Teacher Sabka Home Work Check Kar Raha Tha,
Jab Santa Ki Baari Aayi To
Teacher Ne Dekha Ki Usne Homework Nahi Kiya Hua To Vo Santa Ko Bola
Teacher: “Tumne Home Work Kyun Nahi Kiya?”
Santa Ne Bholepan Se Jawab Diya: “Sir, Kyunki Main To Hostel Mein Rahta Hu“
by Pak101.com (few years ago!) / 1161 views
Similar Jokes
koi chez be-wafai se barh ker kia hogi,
Ghum-e-tanhai judai se barh ker kia hogi,
Kisi ko deni ho jawani main saza,
to wo saza PARHAI se barh ker kia hogi:-)
by khalid hussain (few years ago!)
Pehla dost: Tu office mein toh bada sher bana ghoomta hai, ghar par kya ho jata hai?
Doosra dost: Hota to sher hi hoon par DURGA sawaar ho jaati hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar to friend:mujhe samajh nai ati k log maheena maheena kiun nai nahate?:-
mujhe to 28wen din kharish shoro ho jati hai
by Sabir shah (few years ago!)
Kitna pyaar karte hum unse,
Kaash unhe bhi ye ehsas ho jaye,
Kahi aisa na ho ki woh hosh mein tab aaye
Jab hum KISI AUR ke ho jaye.
by khalid hussain (few years ago!)
Pathan or Gadhe me 3 Batien Common hain
1.Bachpan me Dono Khubsurat hote hn
2.Bachpan se hi Mehnati hote hn
3.Bare ho kr Dono Transport ka Kaam kerte hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Patient to
Doctor : Apne
nurse bauhat
aachhi rakhi hai,
uska hath lagte
he main theek ho geya..!!
Doctor : Janta
hoon, thhapad ki
awaaz mujhe bhi
sunai di thi..:p:p
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa was busy in removing a wheel from auto, Banta asks: Y r u removin a wheel from ur auto?
Santa: Can't u read 'Parking for two wheelers only'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek pathan ko school main techear ne kaha:
Translet into english
(Ham Sab Umeed Se Hain)
Pathan:
We are all Pregnant.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Police Officer Bachey Se:Beta Kia Tumhare Abu “Al Qaida” Me Hain?
Bacha: Uncle! Mujhe Abu Ka To Pata Nahi! Per Main.“Noorani Qaida” Pe Hoon!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Admi:yaar me bv ki waja se dozakh me jaon ga us ki waja se roz jhot bolna parta hai
Dost:q
Admi:yaar wo roz tyar ho k pochti hai kaisi lag rahi hun
by Sabir shah (few years ago!)