Gareeb Ke Paiso Pe Ayashi Karna Galat Hai
Ek Aadmi Aate Jaate Apne Ghar Ke Paas Bethe Bikhari Ko Hamesha Beekh Deke Jaya Karta Tha
Ek Din Bhikhari Ne Aadmi Se Puchha: “Saab, Pehle Aap 10 Rupaye Dete The, Phir 5, Ab 1 Kyun?”
Admi: “Pehle Main Kuwara Tha, Fir Shadi Ki, Ab Bache Hai”
Bhikhari: “Wah Matlab Mere Paison Se Ayashi Ho Rahi Hai“
by Pak101.com (few years ago!) / 980 views
Similar Jokes
Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar karke ghar ja raha tha.Achanak bijli chamki, badal garje,jor se barsaat ho gayi.Tufan aa gaya
Aadmi: He Bhagwan,Lagta hai pahunch gayi
by Pak101.com (few years ago!)
IIFA Awards nominees are:
Mika singh
Song: Dhinka chika Dhinka chika
Sonu Nigam
Song: All iz well
Sunidhi Chohan
Song: Sheela ki jawani
And the winner is.
.
.
.
.
Altaf Hussain
Song: Parde mein rehne do parda na uthao
Yehhhhhhhhh!
Is baar IIFA bhi MQM ney jeet liya.!! :D =D
by Mazhar Khan (few years ago!)
aik foji train main ja raha th
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardaar Ki BV Bhaag Gai
3 Din Baad Wapis Aaye
Sardaar Ghusse Se Bola
“Hun Ki Lain Aayi Ain”
Sardarni:
“Mobile Da Charger Bhul Gai C”
by Pak101.com (few years ago!)
It is well known saying that-`jo hase,unke ghar base.`
But the question is`ghar basne ke bad kitne hase!`
by Pak101.com (few years ago!)
Dost: itne udaas kyu o.
2nd: yaar wife se jhagra hua tha boli pure 30 din baat nai karna
Dost: tmhe to khush hona chahiye
2nd: aaj aakhri din hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Tcher-Tum Desh k liya Kya Kya karte ho?
Santa-Pani ki Bachat karta hu
Hafte me sirf 1 bar nahata hu
by Pak101.com (few years ago!)
Machar Ka Bacha Pehli Bar Urha.
Jab Wo Wapis Aya
To Us K Baap Ny Pucha:
Urh K Kaisa Laga?
He Replied:
Bohat Maza Ayaa,
Muje Dekh K
Har Koi Taaliyan Baja Rha Thaa….
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Man Was Complaining 2 A Frnd
I'd It All
Money, A Beautiful House, A Big Car, D Luv Of A Prety Gal Thn Its
All Gone
Frnd: Wht Hapend?
Man: My Wife Found Out :
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sardar Exam Dene Gaya To
Apne Saath PLUMBER Ko Le Kar Gaya
Kyun? Aray Yaar Simple Hai
Us Ko Yeh News Mili Thi
K Paper Leage Ho Gaya Hai
by Pak101.com (few years ago!)