Hum Sardaro Ko Koi Cheez Nahi Bechte
Santa Tv Kharidne Ek Dukan Pe Gaya Aur Dukandaar Se Bola
Santa: “Ye Tv Kitne Ka Hai?”
Dukandaar: “Hum Sardaro Ko
Koi Cheez Nahi Bechte”
Santa Bada Hairan Hua Par Chup Chap Vapis Chala Gaya Par Ek
Mahine Baad Clean Shave Karva Kar Fir Usi Dukan Par Gaya Aur Bola
Santa: “Ye Tv Kitne Ka Hai?”
Dukandaar: “Ji, Ham Sardaron Ko Koi Cheez Nahi Bechte”
Santa Phir Ek Mahine Baad Full Angrej Banke Usi Ke Pass Ja Pahuncha Aur Angreji Mein Bola
Santa: “What’s The Cost Of That Tv?”
Dukandaar: “Ham Sardaron Ko Koi Cheez Nahi Bechte”
Santa Gusse Mein Aa Gaya Aur Galiya Deta Hua Bola: “Saale,
Tujhe Kaise Pata Chal Jata Hai Ke Main Sardar Hoon?”
Dukandaar: “Kyon Ke Ye Tv Nahi Microwave Oven Hai“
by Pak101.com (few years ago!) / 926 views
Similar Jokes
Pathan to 2nd Pathan: Yaar koi aisa Gift bata jo teri bhabhi k seedha Dil par lagay.
2nd Pathan: Goli maar day.
by Abdul Hannan (few years ago!)
?2O Saal Ho Gaye Par Abhi Tak Ek Cheez BiLkul Nahi BadLi..!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Parle-G Biscuit Wala Ladka abhi tak bada nahi hua..
by Pak101.com (few years ago!)
Girlfriend to Boyfriend: Mera ladla, mera pyara, mera chhona, mera gugla. Muj se shadi karoge? Bolo baby, bolo na !
Funny Boyfriend: Tum mujhe propose kar rahi ho ya adopt ?
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ki girlfrend in romantic mood
“Ghar pe koi nahi hai Aa jao
Sardar:
“Tu mere ghar aja mery ghar mein sab log hain
tera dil laga rahega”.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Superb add in Newspaper ”for Sale ”
Complete Set of Encyclopedia in Good Condition
Reason for Selling : No Longer needed.
Got Married Wife, knows Everything
by Tanveer Hussain (few years ago!)
3 Pathan Raat Ko Car K
Derwaze Band Hony Ki Waja Se
Andar Hi Phans Gaye Thy ...
Aur Soch Rahe Thy k
Car Main Se Kaisy Nikla Jaye?
1st Pathan:
Yar Aisa Krty Hain k Engine k
Rasty Niklne Ki Koshish Krty Hain.
2nd Pathan:
O Nai Yar,
Diggi k Raste Niklty Hain.
Aur 3sra Jo Un 2no Ki Batain Sun Rha Tha, Bola:
Yar Jo Bhi Krna Hai,
Jaldi Karo Barish Hony Wali Hai,
Aur Car Ki Chhat Bhi Nhi Hai
by nabeel (few years ago!)
Child:
papa ammi ka pait itna kyun phoola hua hai?
Dad:
kamine tujhy sab pata hai!!
... .........
Child:
Promise ni pata
Dad:
beta pani bharra hua hai
Child:
Bhai tou doob gya hoga :X
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ko Doctor Ne E.C.G Krwane Ko Kaha,
Pathan Lab Phoncha To Test Ka Nam Bhool Gya
Thori Dair Sochne K Bad Kehne Lga,
Bhai Jan! Hum Ko C.N.G. Pe Kardo
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: sab log kyu bhaag rahe hai?
Banta: yeh race hai. jo jeetega use prize milega
Santa: agar sirf jeetnewaale ko prize milega to itne
log kyu bhaaga rahe hai?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kehty Hain Larki K Hath Ma
Barkat Hoti Hai,
Bilkul Sahe
Q
K
2 Inch Ki CheeZ Hath Ma Do To 6 inch Ki Kr Deti Hai,
laga pogo
by Mazhar Khan (few years ago!)