Nepali ko chrag mila
Nepali ko chirag mila.
Jin nikla bola: 3 wish mango!
Np:
1.Ek Bara bangla
2.Ush men khoob daulatmnd aadmi
3.Ushka Chokidar humko bana do.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 745 views
Similar Jokes
DO sardar jungle main ja rahy thay k achanak shair ( lion ) samnay a gaya .
1st sardar nay uski ankho main mitti daal di or bhagnay laga.
1st sardar: o nus v ..!!
2nd sardar: mitti ty tu pai ay..tu nuss..!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek sharabi chaand ki or ishara karke puchhta hai: Ye chand hai ya suraj? Dusra sharabi: Mujhe nahi pata, main bhi iss shaher mein naya hun..!
by Pak101.com (few years ago!)
Bacha On 1st April:
Mama Kitchen Mai Nokar
Nokrani Ko Kiss Kar Raha Hai
Mama: Abhi Ja Kar Main Us Ka Dimag Thek Karti Hun
Bacha : Haha April Fool
Woh To Papa Hain
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu Ko Ek Baar Talibano Ne Pakad Liya Aur Kaid Kar Liya
Unka Leader Aya Aur Pappu Ke Gardan Pe Talwar Rakh Ke Bola
Leader: “Oye, Ya To Islaam Kabool Karo, Nahi To Gala Kaat Diya Jayega”
Pappu Rote Hue: “Yaar, Kesa Ajeeb Dharam Hai Tumhara, Kabool Karo To Susu Kaat Dete Ho, Na Karo To Gardan“
by Pak101.com (few years ago!)
1 pathan ne jali note bnaya or Quaid-e-azam ki topi bhol gya
1 pathan ne jali note bnaya or Quaid-e-azam ki topi bhol gya
jb dukndar ko dia to dukndar ne kaha topi nai hai
Pthan:ye qauid e azam ki GARMION ki tasveer hy.
1 Pathan ne apne 6 mah k baby ki birthday party arrange kr li,
1 Pathan ne apne 6 mah k baby ki birthday party arrange kr li,
Kisi ne pucha:
6 mah k baby ki birthday kese?
Khan: hmarey haan semester System hai. :-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
3 sardar bed pe so rahy thy,
Un tenon ko jaga theek
se nahi mil rahi thi.
Ek Sardar uth k nichy so gaya.
Ek sardar thori dair bad bed se bola ab jaga ho gai hai, uper ajaa.
by Kashif (few years ago!)
Fisrt Sardar: Oye tera ek daant neela kyun ho gaya?
Second Sardar: Yaar maine ink lagayi hai.
Fisrt Sardar: Woh kyun.?
Second Sardar: Kyun ke aaj kal “bluetooth” ka zamana hai yaar…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2014 me hone wale rewand ijtima ki dua me pehle se 10 guna ziyada awam k ane ki tawaqo
Q K
ab moulana tariq jamel k 7 veena Malik b hongi
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik SARDAR Daanton Par NELI Siyahi
Laga Kar Ja Raha Tha.
Kisi Nay Poocha Ye Kya Hai.
SARDAR KHUSHI Say Bola:
“O Pa Ji,Aj Kal BLUETOOTH Ka Zamana Hai !”
by Pak101.com (few years ago!)