Aadmi Shaadi Kyon Karta Hai
Aadmi Shaadi Kyon Karta Hai ?????
Takee Wo Marne Ke Bad Agar Swarg Jaye Tho Acha Feel Kare Aur
Agar Nark Jaye Tho homely Feel Kare.....
by Pak101.com (few years ago!) / 857 views
Similar Jokes
Imran: “ iss gaye (cow) ke singh kiun nahi hain?
Jalal: “ baaz ke paidaishi nahi hote, baaz ke larayi jhagray mein toot jate hain, baaz ke hum khood kaat dete hain lekin jis kit tum baat kar rahe ho yeh, gaye nahi gadha hai.”
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Oopar aasman hai
Niche sagar hai,
Aur ek bander isse
Shayri samaj kar parh raha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Agar main mar jaun to tum kya karoge?
Husband: Shayad main mar jaunga.
Wife: Kyon?
Husband: Kabhi kabhi zyada kushi janleva hoti hai….
by Pak101.com (few years ago!)
Modern Laila Mein tumhare ishq me barbaad ho gai,
lut gayi, meri duniya rushwa ho gayi
Modern Majnu To karmjali, mein kaun sa bank
managar ban gaya
by Tanveer Hussain (few years ago!)
5 Sardar owr 1 Pathan Helicopter ki rassi se Latky howe thay
.
Pilot ne kaha ke Load zayada hai eslie 1 Fard ko koodna hoga
.
Pathan yai sun kar bola: yai qurbani mai de daita hon
.
Ye sun kar sary sardar taliyan bajany lagy
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Q: If your wife is shouting at the front door and your dog is barking at the back door, who do you let in first? A: The dog, of course. At least he'll shut up after you let him in.
by inayat khan (few years ago!)
Teacher To GOLU:Mamooli Ko Jumle Me Istemaal Karo
GOLU Ne Socha
Socha
Socha
Aur Bola,Meri Maa Mooli Bade Shouk Se Khati He
by Pak101.com (few years ago!)
Sardarji Got Job
1st Day Worked Till Night
Boss Asked What Did U Do?
Sardar:
Computer Keyboard Alphabets
Were Not In Order Theek Kar Diye
by Pak101.com (few years ago!)
Principal: Chaman tum class mein der se kyun aaye ho?
Chaman: Sir, gaadi puncture ho gayi thi….
Principal: To tumhe bus se aa jaana tha
Chaman: Socha tha sir, lekin aapki beti sunti hi nahi ha….
by Pak101.com (few years ago!)
A beggar- ‘Oh sundari ! Andha hoon.
Sawa paanch rupya de de..
“Husband said 2 his wife- De de, tujhe sundari
bola hai to har haal mein andha hai…”
by Tanveer Hussain (few years ago!)