Pathan To His CHICKENS
Pathan To His CHICKENS:
"Agar Tum Sub Ne Kal 5, 5 Anday Nahi Diye Tou Tum Sub Ka ZULFIKAR MIRZA Se Wo Haal Karwaun Ga Jo Abhi MQM Ka Ho Raha Hai!!"
Next Day, He Sees That All Of The Chickens Have Given 5, 5 Eggs But 1 Chicken Has Just Given 1 Egg. He Goes To The Chicken And Asks 'Why?'. The Chicken Replies:
"KHAN SAHIB, Yeh Aik Anda Bhi MIRZA BHAI Ke Darr Se Diya Hai! Warna Main Tou Murgha Hun"
by Pak101.com (few years ago!) / 1116 views
Similar Jokes
THIS IS A CLASSIC ::
Santa ne facebook pe apna account banaya
aur apni WALL pe likha :
“Yaha thukna mana hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Banta Apne Dost Santa Ke Ghar Aya Hua Tha, Kuch
Der Baad Apas Mein Baatein Marne Ke Bad Bola.
Banta: “Yaar Main To Ghar Chala, Aaj TV Pe 40
Feet Ka Saamp Dikhane Wale Hai, Maja Aa Jayega
Dekh Ke”
Santa Udas Hote Hue: “Haan Yaar Maja To Aayega,
Par Main Nahi Dekh Paunga”
Banta: “Kyu?”
Santa: “Kya Karu Mera TV To Sirf 21 Inch Ka Hi
Hai Na“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Sardar Ko Machar Ne Kata
To Sardar Ne Poocha Tum To Raat Me Kattay Ho Abhi Kaisay
To Machar Ne Kaha Mere Ghar Kay Halat Theek Nahi Hain Is Liye
“OVER TIME” Kar Raha Hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
ek jin sharab penay insan ki shakal ma gaya 12 glass py gya.
sardr:tenu chaddi nahi ?
Jin:maa jin hoon
sardar:lay chadd gayi Kanjar nuu :)P
by umair Khan (few years ago!)
Deadly IQ Question.
Pathan to Santa: “where is abu dabi ?”
Santa: “jithy Ami Dabi,
Ody naal e zara para kr k Abu
by Tanveer Hussain (few years ago!)
hanso
khelo
naacho
gao
duniya ki parwa mat karo
kyun k
duniya janti hai k pagal aisi harkatein karte rehte hain.
HoHoHoHoho
HaHaHaHaHa
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 admi k 10 bacho me 1 alag dekhta tha.
Jb us ki bv marne wali thi to us ne apni bv se pocha ab to bta du ye kis ka hai'
bv:sirf yahi ap ka hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Mazak ki bhi ek Had
hoti
hai...:-/
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj apni hi dost ne class
room me keh diya...
.
.
.
.
.
.
.
.
"ParhNe De YaaR...!! :p
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan k qabar ki pehli raat mai 62 fareshte aey…?
2 farishte sawal puch rahe the aur baqi k 60 farishte pathan ko sawal samjha rhe the..
by Abdul Hannan (few years ago!)
Naukrani ne malkin se kaha, memsahab gajab ho gaya, pados ki teen auratein apki saas ko peet rahi hain.
Malkin naukrani ke saath balcony mein aayi aur chupchap tamasha dekhne lagi.
Naukarani ne poocha, aap madad karne nahi jayengi?
Malkin: Nahi uske liye teen hi kaafi hain.
by Pak101.com (few years ago!)