PATHAN
A boy 2 pathan: Mai agar chahon to tamam Pathano ko Jannat se nikal kar Jahanum main la sakta hoon.
Pathan: Kaise?
Boy: Main Jahanum mai Naswar ka dukan kholon ga
by itrat batool (few years ago!) / 886 views
Similar Jokes
Santa Banta se bola “Bhai aaj to chay peene ka maza aa gaya.”
Banta : Santa Jee, agar billi ne dudh me muh na mara hota to aur bhi maza aata!!!
by Pak101.com (few years ago!)
sardar: Meri Khwab Me Kal Ksi Se Larayi Hogai Thi
Aaj Me Nahi Soun Ga
Friend: Larayi Kal Hoyi
To Aaj Q Nahi Soye Ga?
sardar:
Aaj Wo Banday Lekar Aaye Ga.:P
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar english k paper main fail ho gaya,
He did translation:
1.Main aam admi nahi hon
I?m not a mango man
2.Sarda or garma fruit hain.
Colda & hota r fruits
3.Mujhey bhi english ati hay
English comes 2 me also
4.do ro do chaar.
give and give four.
5.Mera taluk hari pur hazara se hay
I belong 2 green pur thousanda:)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: yar tu kisi k ghar afsos k liye gaya tha, itni
jaldi kaise agaya?
banta: abe yaar 1 ghante baitha raha,
majaal hai jo kisi ne hans k baat ki ho.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
naukar - sahab aapka kutta to admi jaisa dikhta
hai.. kya khilate ho?
sahab - kamine ye kutta nahi h. mera beta h CA
kar rha h. abhi exam chal rahe hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
This Poem Is For All Students..
Kaali kaali khaali raato se hone lagi
Hai dostiiii…
.
.
Khoya khoya in Kitabo me, Aata mujhe, kuch bhi
nahi..
.
.
Har Problem har Concept main kaise sehta hu….
.
.
Har pal har lamha main khud se ye kehta rehta hu..
.
.
Tujhe bhula diya…
Tujhe bhula diya…
.
.
phir kyun tere syllabus ne mujhe
Rula diya.. Mujhe rula diyaa..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar : O Yar Bike Q Teez Kar Diti?
Pathaan: Break Fail Ho Gaya Hai
Is Se Pehle Accident Hou Jaye
Jaldi Se Ghar Phuch Jate Hen
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Masjid Ke Bahar Chppal Rakhne Main Aur Miss Call Dene Main Kiya Common Hai ? Socho
Nahin Pata ?
Dono Main Dar Lagta Hai
Koi Utha Na Le.:-)
Hehehehehe.
by Pak101.com (few years ago!)
Qanoni joke:
Vote dalne ke liye 18 saal umar
Or
Shadi ke liye 21 saal umar hona zaruri ha
Yani k
B.V sambhalna mulk sambhalne se ziada mushkil kaam hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
After Losing Final Match In World Cup, Dhoni wear Salwar, covers face with Dupatta and sit in a bus with Girl,Girl Asked:
Are You Dhoni????,Dhoni Said: How Do You Know??Girl Said: I Am Harbhajan.
by Pak101.com (few years ago!)