planets
SWEETEST EXCUSE; A kid gets 0 mark in a paper. Father angrily say wat is this? Kid replies:techer k pass STARS khatam ho gaye to PLENET dene shuru kar diye…!
by Zia Rasool (few years ago!) / 884 views
Similar Jokes
Banti: uncle, papa ne chini magwai hai
Dukandaar: Aur kya kya kaha hai tumhare papa ne?
Banti: Agar wo mota na de to, sharma uncle ki dukan se le aana.
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR k betay ki baraat thi Sardar 250
SARDAR k betay ki baraat thi
Sardar 250 afraad le k pohncha,
Larki ka baap: Tum ne tou kha tha k 50 bandey honge?
Sardar: bande 50 e ne, baqi saarey chawal ney.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Jo cin pin zon in pui aa tabi tabi MUNNI a ooi ooe.Chan pang to kyaang.
preshan na ho
China sy pegham aya hy k
Munni ki badnaami ka brrha afsos hua..
by Pak101.com (few years ago!)
Respected,
International Kanjus,
Thanks for not sending any Sms,
You will win “Pappu Kanjus Rahna Award”
Na na sms mt karna,
Kahin ye! Award hath se na nikal jaye..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi bada dukhi tha!
Ek dost ne usse poocha: Kyun tention mein ho???
Aadmi: Yaar ek dost ko plastic surgery ke liye 2 lakh rupey diye the, ab saale ko pehchaan nahi pa raha hoon!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sardar subah subah jogging karne ke liye nikla
apne kutte ke sath.
Rudra: Oye yeh subah subah gadhe ke saath kaha
jaa rahe ho?
Sardar: Oye yeh gadha nahi kutta hai.
Rudra: Oye main kutte se hi pochh raha hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 boy ki G.Frnd ny usy lettr likha, mujse milny 1
lrka aya hy,tumsy kahin acha hy,mei us se shadi
karungi meri pic wapis bijhwa do
larky ny apne sary doston ki G.F ki 30 pics jama
ki,drmyan me uski pic rkh k lettr likha,
lo,in mei sy nikal lo,me tmhari shakal bhool gya
hn!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Do Aurton Ko Bees Saal Ki Saza Mili.
Bees Saal Ek Sath Jail Mein Guzaar Kar Jab Dono Rihaa Hui.
Toh Ek Ne Kaha: “Chalo Abb Baqi Batein Ghar Ponch Kar Karte Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Pita Tum Pass Nahi Hue Ho Tumhara Naam Paper
Me Nahi Hai
Beta Sabhi Panne Bhare Hue Hain,
Ab Mera Naam Kahan Likhte.?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aajib Hai Nakhre Tere…
Aajib Tera Style Hai…
Naak Pochne Ki Tameez Nahi
Haathoo Main Mobile Hai
by Mazhar Khan (few years ago!)