SANTA:Lalaji dettol soap hai
SANTA:Lalaji dettol soap hai,
Lala:ha,
santa:acha vala hai,Lala:ha,
Santa: achi quality ka hai,
Lala:ha bhai ha,
Santa: thik hai hath dhokr 1kg aata do.
by Pak101.com (few years ago!) / 901 views
Similar Jokes
TCHR- Ande me se Murgi ka Bacha kaise nikla?
SANTA-Madam, Ye koi badi bat nhi he. Zyada Interesting Ye he ki wo Usme Ghusa kaise?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Molvi Sahab Was Online
On Facebook
Aadmi: Molvi Sahab Kal
Mere Bete Ny Cigrette
Pi Aur Jab Main Ny Usse
Maara Tou Us Ny Meri
Shirt Phaar Di..
Molvi: LOlz(Laugh Out Loud)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa ek baar blood ke bare main kitaab pad raha tha.
Banta:- ye blood ki kitaab kyon pad raha hai?
Santa :-kal mera blood test hai,to test ki taiyaari kar raha hoon
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pota:beta kaise paida hota hai?
Dada:asman se pari ati hai aur maan ki godh me rakh deti hai.
Pota :kia wo suhag rat wala system khatam ho gia hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Gir: Jab Bi Main Tumhare Pas Ati Hu To Tum Chashma Q Pehnte Ho.
.
.
PATHAN: DoCtar Ne KaHa Hai Jab Sar Dard Aye To Chashma Pehen LeNa.:-D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Nargis to Shaitan:Main ik Masoom tay shareef larki aan...Shaitan:Jan day NARGIS baji; hun tu apni ho k enj tay zaleel na kr.
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: Mujh se shadi karo gi........?
Girl: Kia?
Boy: Achi film hai na!
Girl:Kuttay k bachay.
Boy:What!!??
Girl: Kitnay cute hotay hian na
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girl:- Jaldi khidki se kudo, papa aa gye hai.
Boy:- Lekin ye 13v mnzil hai,
Girl:- Janu ye shagun - apshagun sochne ka waqt nhi hai jaldi kudo.
by Pak101.com (few years ago!)
Obama pakistan Aya To Ak Deewar par Likha tha
Obama kanjar:DDD
Obama Nay Ak Pakistani Say Pocha kanjar Ka Matlab Kya Hota ha
Pakistani Ne kaha is ka matlab hai.
WATAN SE PIYAR KARNAY WALA:P
Phir Obama (India) Gaya Aur Taqreer main kahan Mujhe pata ha
Aap sub kanjar hain:D
Main khud bohat bara kanjar hoon:-PPPP
Lakin Main ne GANDI say bara kanjar Aaj Tak nahi dakha:
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Do memon hotel mein aik dusre ko mile...
4 din baad dono mar gaye...!
Wajah kya thi...?
Woh 4 din aik dusre ko dekhte rahe.. Ke khana kon mangwaye ga...?
by Pak101.com (few years ago!)