Love Story-
1 Murga - Murgi Ki Love Story-:
Murga:- I Love U Jaan
Murgi:- Tum Mere Liye Kya Kar Sakte Ho? Murga:- Kuch Bhi
Murgi:- Chalo fir 1 Anda De k Dikhao!!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1000 views
Similar Jokes
Rahul: How old are you Shobit?
Shobit: i'm 7 years old.
Rahul: You know what when I was in your age I was also 7.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
If people says yo
If people says you are crazy, be patiend.
if they say you are monkey, relax. if they say you are stupid,be cool but if they say you are smart, Thapad maar sale ko
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Dosto, Aakhirkar Pata Chal Hi Gaya Ki 2012 Mein Duniya Khatam Kyun Ho Jayegi?
5/8/2012 Ko “Friendship Day” Aur “Raksha Bandhan” Ek Hi Din Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:Bada Ho K Kya Banoga
Santa:Pilot
Teacher :Q
S:Upar Accedent Ka Khatra Nhi Hota
---------------------------------------------
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Dimag ghuma dene wala question:-
Income Tax aur Callertune me kya similarity hai.?
?
.
Dono ka paisa hum bharte hai, par Maza koi aur leta hai...!! :p
by Pak101.com (few years ago!)
Tcher-Tum Desh k liya Kya Kya karte ho?
Santa-Pani ki Bachat karta hu
Hafte me sirf 1 bar nahata hu
by Pak101.com (few years ago!)
santa to rikshawala : Are o bhai khali ho kya
Rikshawala: Haan bilkul khali hoon
santa: Aao Chalo Phir Tash khelte hain..
by Pak101.com (few years ago!)
Girl to Shopkeeper:
Bhaiya Calculator Dihkao..
.
.
Shopkeeper:
CASIO.....???
.
.
.
.
.
.
Girl:
Main theek hu, Aap sunao... :
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Mera yaar aaya hai chai to bana do.
Wife:
Mein nahi bana rahi.
Pathan
Bana de jab tera yaar aaye ga to mein b bana doonga.
by Pak101.com (few years ago!)
Thappar maar k naraz wife se husband bola:
Aadmi usay maarta hai, jisay pyaar karta hai.
Wife husband ko 2 Thappar maar k boli: Aap kya samajhte hain, k main aapse pyar nahi kerti.
by Pak101.com (few years ago!)