Height Of Insult Of Girls In New Way
Ladkiyo Ka Group Ek Waterfall Dekhne Ke Liye Gaya,
Guide: Ye Duniya Ka Sab Se Bada Waterfall Hai,
Is Waterfall Ki Awaj Itni Tez Hai Ki Agar Yahaan Se 20
Supersonic Planes Bhi Gujrege,
To Bhi Hum Is Waterfall Ki Awaz Bade Aaram Se Sun Sakte Hai,?
Ab Aap Sabhi Ladkiyo Se Request Hai Ki Aap Kripya Chup Rahe,
Taki Hum Waterfall Ki Aawaz Sun Sake.
by Pak101.com (few years ago!) / 972 views
Similar Jokes
Sardar on telephone: Maa ek Khush Khabri hai.
Maa: Kya Khush Khabri hai?
Sardar: Aaj hum do se teen ho gaye.
Maa: Mubarak ho.. Ladka hua ya ladki?
Sardar: Meri biwi ne dusri shaadi karli hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Naakaaam BusinessManApni Moti Wife Se:
“Darling Meri Poori Life Me Sirf Tum Hi Meri Pehli Or Aakhri Investment Ho Jo Double Hui Hai..:):)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Har insaan ko shaadi zaroor kar leni chahiye...
.
.
.
Akhir khushi hi to zindagi mein sab kuch nahin hoti
by Abdul Hannan (few years ago!)
Dil me nafrat le k bethe ho humri hi mehfil me humare hi lye
faraz
chalo shabash dafa ho jao
by Sabir shah (few years ago!)
Golden Words written on “Riksha”.
.
Qismat Aazma chuka hun
Muqaddar aazma raha hun
Kisi be-wafa ki khatir
Riksha chala raha hun.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek deewar par likha tha 'Yaha kutte susu karte hain' Santa ne waha susu kiya. Fir muskura kar bola-ise kehte hai dimaag, susu maine kiya naam kutte ka aaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu:hello radio station
r.s:g pappu
pappu :meri awaz sub sun rahe hain
r.s:g bilkul
pappu:meri behan bi
r.s:g
pappu:asma jaldi motor chala me toilet me hun.
by Sabir shah (few years ago!)
25 Sardar
train k piche bhag rhe the
.
.
... .
24 Chad gaye,
toh train me logo ne kaha.
.
.
.
.
.
WellDone guys
..
.
.
Sardar-Kya Khak WellDone
kamino, :@
.
.
.
.
Saala jana to usko tha
hum to sirf choodne aye the...
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:
Mujhe Tou Aankhey
Band Karney Par Bhi Dikhayi Deta Hai
Banta: Achchaa, Kya Dikhta Hai?
Santa: Andhera
by Pak101.com (few years ago!)
1shaikh kangal ho gya to us ny apni BIWI se kaha
bachon ko un k nanky bhej do
R tum apni ami k ghar chali jao
Mera Allah malik
Main apny susral chala jata hon.
by Pak101.com (few years ago!)