Wife: Janu! Kash aap message
Wife: Janu! Kash aap message hotay, main ap ko save karti, jab chahe parhti
Husband: Kanjoos, save hi kar k rakhti ya apnikisi saheli ko forward bhi karti?
by Pak101.com (few years ago!) / 969 views
Similar Jokes
Teacher: What is meant by
“I MISS YOU”
.
.
.
.
Pathan: Is ka Matlab Hai
“Main Tumhari Miss Hon!”
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Sardar Sheeshay K Saamne Beth Kr Study Krta
Tha
Why? Coz Of 3 Reasons:
Dobara Revision Na Krni Pare
Apne Uper Nazar Rahe
& He Likes Combine Study!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ladko Ke Fandaa:
Uss Se Bichad Jane Ke Baad
Main To Marne Hi Wala Tha
Ki… Achanak Yaad Aaya,
Abbey Uski Saheli Ne Bhi To Apna Number Diya Tha
Tab Jaan Mein Jaan Aayi.
by Pak101.com (few years ago!)
In bio practical:
Examiner: Tell me the name of this bird by seeing its legs only?
Sardar: I don't know.
Examiner: You r failed, what's your name?
Sardar: See my legs & tell my name
by Imran Ashraf (few years ago!)
Sardar’s Poetry For Her Lover
Aam Hai K Aam Ka Achar Hai
Kuch B Hai To Mera Pyar Hai
Aur Mereee Is Request Pe Zara Ghaur Karna
Kyunk Propose Kar Raha Tumhein Sardar Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Bhaisahab time kya hua?
Man: Sham ke 6 baje hain!
Santa: Sala, subah se pooch raha hoon, sab alag alag time bata rahe hain.
by Pak101.com (few years ago!)
FIRE ko aag kehte hain
COBRA ko naag kahte hain
GARDEN ko baag kahte hain
aur
"EXAMS" k samay jo kaam na kare use dimag
kahte Hai!;)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jigyasu bache ne poocha- “Mummy, aap papa ko kaha mili?”
Maa- “Ek picnic me”
Bacha- “Kya mai aapke saath tha?”
Maa- ‘Nahi, jab gayi thi to tum nahi the, lekin jab mai lauti to tum saath aaye the
by Pak101.com (few years ago!)
Santa 100 ke note par likha number dial kar raha tha.
Banta – Ye tum kya kar rahe ho? Santa – Yar me dekh raha
hu ki Gandhiji to chale gaye par unka mobile kiske paas hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Daku: pathan ke gher gus gaya aur bola jaldi batao SONA kahan hai,,
.
.
.
.
Pathan: Pagal ka bacha itna bara ghar hy, kahin b so jao…
by hearthackervsgirls (few years ago!)