Sadaron Kee Char Tangein Hoti
Agar Sadaron Kee Char Tangein
Hoti To Kya Hota?
Its Simple
Phir Un Mein Aur Bandron Mein
Ziada Farq Naheen Rahey Gha”
by Pak101.com (few years ago!) / 1019 views
Similar Jokes
be-izzati
or biwi
ek jaisi hoti hein..
achi tab hi lagti hay, jb doosray ki ho. :-
by Pak101.com (few years ago!)
I didn't do my homework because I lost my
memory.
When did this start?
When did what start?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Double vaat!!!
Mazak ki bhi koi haad hoti hai yaar mai ek ladki ke saath date maar rahatha...Aur mera dost uske samne aakar bola
.
.
... .
.
.
.
kal wali zayda achi thi ;)
by Pak101.com (few years ago!)
Ladki Ne Ghar Se Bhaag Ke Shaadi Ki..
.
.
5 Din Baad Wo Rote Huye Lauti..
.
.
Dad : Ab Kyu Aayi Ho ??
.
.
Ladki : Papa, Wo BMW Ka Driver Nikla,
iPhone Bhi China Waala Tha..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa to Bill Gates: Tusi bade pagal ho!
Gates: Why?
Santa: Surname Gates rakha hai. Or business WINDOWS ka karde ho.
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA-YAR MUJHE APNI GF KO GIFT DENA HAI.
BANTA-DIAMOND RING DE DO,
SANTA-NHI YAR AISI CHESE BATAO JO KABHI
PAHNI NA HO
BANTA-GENTS KACHHA DE DE
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Qanoni joke:
Vote dalne ke liye 18 saal umar
Or
Shadi ke liye 21 saal umar hona zaruri ha
Yani k
B.V sambhalna mulk sambhalne se ziada mushkil kaam hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bv:meri sharafat dekho me ne tumhe bagair daikhay shadi ki,
husband:or meri himat dekho, me ne dekh k bi kar li
by Sabir shah (few years ago!)
Employee:
Boss aap shadi shuda mardon ko hi noukri q daitay hain????????
Boss:
Q kay unhain pehlay hi say Gaalian khanay ki aadat hoti hai………….=
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:
wo kon si Aurat hai jisay her waqat pata hota hai k
mera shohar kahan hai?
.
.
.
Sardar:
Bewa Aurat,
by Pak101.com (few years ago!)