Hotel's food
Customer :
Bhai Kab Se Wait Ker Raha Hoon
Khana Abhi Tak Tayyar Nahi Howa?
Hotel Wala :
Sir Kahana Tu 3 Din Pehlay Se Tayyar Hai Bas
Gharam Ho Raha Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 944 views
Similar Jokes
Plz don"t read th
Plz don"t read this
Nahi to
ho jayega
Kya?
Arre wahi
jis se hum darte hai
?
?
?
wahi jo is umar me aksar ho jata hai
?
?
?
dekha ho gaya na
?
?
TIME WASTE!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
GOLU:Dehaat se aye ek admi ko english ke sirf do words aate the, phir b usne shehar ja ke lakho rupye kamaye. MOLU: Kaunse words
GOLU: HANDS UP
by Pak101.com (few years ago!)
Animals Name
Pathan to Sardar: Tell me any 5 animals name live in water?
Sardar: Frog
Pathan Theek hai, or batao,
Sardar: Frog da Piyo, Maa, Pra or Behen.
Pathan: Shabash......
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Bacha park mai betha ek ke baad ek toffee kha raha tha.
Paas betha 1 aadmi bola: Jo zada metha khata hai wo jaldi mar jata hai.
Bacha: Aap ko maloom hai mere dada ki umar 100 saal hai.
Admi: Wo metha kam khate hon ge?
Bacha: Nahi, wo apne kaam se kaam rakhte hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik patient Munnabhai k paas aaya, Munna nay us ka chekup kiya aur bola
Munna: Tumharay pass ziyada waqt nahi hai
Patient: Meray pass kitna time hai.
Munna: Dus (10)
Patient: Kya Dus.... Minute..... Ghantay.......... Din......?
Munna: No (9), Aath (8), Saat (7),.......
by Mohammad Ali (few years ago!)
Master- “Rinku, kya kar rahe ho? Padh rahe ho kya?”
Rinku- “Ji nahi Shrimaan, mai apki baat sun raha hu”
by Pak101.com (few years ago!)
TEACHR- dinse kitne tarah ke hote hai?
Boy- Past, Present, Future.
Tchr- very good. exmpl do,
Boy- Kal apke beti ko dekha ,
Aj pyar karta hu,
Kal bhaga ke le jaunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Banta santa se-teri dukan pe mitthai rakhi h tera dil isko khane ko nhi krta,santa- yaar krta to bhut h par papa marenge isliye chaat kar rakh deta hu
by Pak101.com (few years ago!)
1 sardar rail ki patri per so gaya . 1 aadmi ne kaha kya kar rahe ho? Train aayegi to mar jaoge! Sardar: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua, train kya cheez hai?
by Mohammad Ali (few years ago!)
10 saal ka ladka:- 1 kingfisher Beer dena. Dukandar:- Is umr me Beer pine lage.?
Boy:-Nhi, Ye chhote bhai k liye h. Mere liye 1 Royal Stag ka Quater de.
by Pak101.com (few years ago!)