Budget 2015
Budget 2015
Chawal 1 Rupay k 2 Danay,
Daal 50 Paise ki 4 Danay,
Oil 10 Rupay k 2 Drops,
Doodh 2 Rupay ka 1 Qatra.
Zaroori Note:Jo bhi ye sab cheezen ek sath khareedega,usay Asli Desi Ghee ki Khushbu Muft sunghai jayegi.
Aur
Petrol Free dekhaya jaye ga
by sana (few years ago!) / 1113 views
Similar Jokes
Q: If your wife is shouting at the front door and your dog is barking at the back door, who do you let in first? A: The dog, of course. At least he'll shut up after you let him in.
by inayat khan (few years ago!)
A Sardar Jee Proposed A Girl With A Romantic Poetry:
Kutta Maar Giya Razai Vich
Main Pagal Aan Teri Judaee Vich
Pani Tay Machhar Beh Nai Sakda
Sardar Teray Bin Reh Nai Sakda
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aunty Coke pee rahi thi,
Tabhi usme ek Keeda gir gaya…
Aunty ne us keede ko bahar nikala,
to keeda bola: Maaaa
Aunty boli: Tune mujhe maa kyun kaha?
Keeda bola: Kyunki Main teri Koke (???) se Nikla hoon, Maa !
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Din Pappu Ki Biwi Apne Mayke Gayi Hoti Hai,
Toh Pappu Sochta Hai Kyun Na Aaj Ka Din Enjoy Kiya Jaye,
Pappu Apne Ghar Per Apni Girlfriend Ko Bulata Hai Aur Naukar Ko Kehta Hai,
Pappu: “Aaj Teri Chuti Yeh Le 100/- Rupaye, Lekin Apni Malkin Ko Mat Batana”
Naukar: “Malik 100/- Toh Bahut Kam Hai, Malkin Issi Kaam Ke 500/- Deti Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
2 Ghadhe{Donky} Apas Main Bateen Kar Rahe Thay.1st Yar Mera Malik Bohat Zalim Hay.Bohat Marta Hay Kaam B Zyada Leta Hay.2nd to Tum Bhag Jao Na Is Ko Chood Ke.1st Yar Bhag To Jaon Per Ik Waja Se Ruka Hoon. Mera Malik Jab B Apni BETI Se Ladayi Karta Hay Na. To Us Ko Ye Kehta Hy Ke Beti Tum Sudher Jao Warna Main Ney Teri
Shadi GADHE Se Kar Deni Hay..
by Pak101.com (few years ago!)
Mareez:dr sahab kia me kuch kha sakta hun?
Docter:han ap meri fees k ilawa suf kuch kha sakte ho.
by Sabir shah (few years ago!)
Boy:-waz ur name?
gal:-Q btau?
me tumhe janti bhi nahi
Boy:-mat batao me bhi kaunsa tumhe apni "FERRARI"me bitha raha hu.
Gal:-Anjali B.com,2nd year, tution time 6-8.
by Pak101.com (few years ago!)
Bus Ke Gate Par Latke Yaatriyo Se Conductor Ne Kaha: “Bhaiyo, Andar Ho Jao, Iss Tarah Gate Par Latakna Apki Jaan Ke Liye Khatarnak Hai”
Lekin Jab Koi Bhi Andar Na Hua To Conductor Gusse Se Bola: “Tum Logo Ko Tumhari Patniyo Ki Kasam Hai Andar Aa Jao”
Itna Suna Tha Ki Jo Yaatri Seeton Par Baithe The Wo Bhi Gate Par Aakar Latak Gaye.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi apne dost ki kabar par phool daal raha hota hai.
Aur brabar mein bhi, ek aadmi apne dost
ki kabar par chawal daal raha hota hai.
Pehla aadmi doosre se kehta hai,
Ye tumhara dost phool sunghne kab uthe ga
Doosra aadmi,
Jab tumhara dost chawal khane uthe ga
by Pak101.com (few years ago!)
Nurse : Mubarak ho aap ke ghar ladka paida hua hai.
Santa : Wah g wah kya technology hai, Biwi meri hospital hai,
aur bacha mere ghar paida hua hai!!!
by Pak101.com (few years ago!)