Baagon mein phool
Baagon mein phool khilte rahenge. Raat mein diye jalte rahenge. Dua hai khuda se aap khush rahe hamesha. Baaki hum tou hamesha tang karte rahenge
by Mazhar Khan (few years ago!) / 811 views
Similar Jokes
Sometimes wen i cry no 1 c my tears, wen i m woried no 1 c my pain, wen i m happy no 1 c my smile lekin… sala. 1 ladki k saath ghoomay to sab dekh lete hai..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Aur Banta Ne Zindagi Mai Pehli Baar Rickshaw Dekha.
SantaL Dekho Kitna Chhota Tanga. Banta: Haan!
Aur Gadha to Dekho,
Aadmi Jaisa Dikhta Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan na apna bacha ka naam america rakh lea . Logo na pocha aap ka dushman ha america aap na apne bache ka naam america rakh lea . Pathan : na kaha hum dunya ko batana chahta ha ka pathan america ka baap ha .
Aur Aes tarah jang shoro ho ge.
America : Hum Chand per jakr jahaz banyge . Pathan : hum soraj pr ja kr naswar banayga . America : Tum jal jaega. Pathan : Hum Pagal nhe hum raat ko jayga.
HAHAHAHAHAHAH.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
AIK PATHAN CHILKAY SAMET KELA KHA RAHA THA
ADMI NE POCHA TO
KEHNAY LAGA MUJHAY YAQEEN HA IS KE ANDAR KELE HI HOGA.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Aadmi Dosre Admi Ko Maar Raha Tha,
Logon Ne Poocha K Q Maar Rhey Ho??
Wo Bola
Sala 1 Ghantay Se Pooch Raha Hy K
Phir Sailab Kab Aaega Muje Rashan Nai Mila..
by Pak101.com (few years ago!)
Letter from husband ( who is abroad) to wife
Dear Sweetheart:
I can’t send my salary this month, so I am sending 100 kisses.
You are my sweetheart
Your husband
by Pak101.com (few years ago!)
ek khaali ghar ki diwaar py likha tha k uper khirki mein mat jhankna .ek admi roz kaam py jaaty huy parh k chala jata lekin ek din us ny khirki mein jhankny ka socha jab jhanka tow dekha.
.
.
.
.
andar likha hua tha "aakhir jhaank hi liya na idiot"
by sarmad abbas (few years ago!)
BV-Maine "GADHO" Par Research Ki He
Wo Apni "GADHI" k siwa kisi or "GADHI" ko Dekhta Tak Nai
Pati-IsiLiye To Use "GADHA" Kehte Hai
by Pak101.com (few years ago!)
IPl Ka Josh Dil Main Hai Yaar.
Lekin Exams Ka Bhi Hai bukhar.
Match Main Kisi Ki Jeet Ho Ya Haar.
Par Ham Indian Hai Cricket Ke Is Jashn Ke Liye Tyaar
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: may tang agaya hun
.
.
Har cheez may meri Car mera ghar
mera mera karti ho
.
.
Kabhi hamara bhi keh dya karo..
.
Ab kiya dhoond rahi ho rahi ho?
.
.
Wife:
.
.
.
hamara duppata
by Mohammad Ali (few years ago!)