Aadmi Jaisa Gadha
Santa Aur Banta Ne Zindagi Mai Pehli Baar Rickshaw Dekha.
SantaL Dekho Kitna Chhota Tanga. Banta: Haan!
Aur Gadha to Dekho,
Aadmi Jaisa Dikhta Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!) / 839 views
Similar Jokes
Sharabi ko Daru peta dekh American bola-Pani to
mila lo
Sharabi-Hum Indian hai itna pani to daru ko dekh
ke he muh me aa jata he
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa-Tum Meri Shadi Mai Aaoge Na?
Banta-Mai Un Logo Mai Se Nahi,
Jo Musibat Ke Waqt Dost ko Akela Chhod De.
Main Zarur Aaunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bar kuch banda
Ek bar kuch bandar jangal se bhag gaye phir wo hotel mein phuchen unme se ek pizaa kha raha tha ek burger kha raha tha aur kuch bade dhayan se ye message parh rahe the
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar ka school me admision huwa
teacher:btao quiad e azam kon hai?
Sardar:hum ku kia pata hum tu khud school me naya aya hai
idhar kahein hu ga
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan T.V per bomb rakh kar Pakistan a match daikh raha tha.
Bv: ye bomb kis liay rakha hy?
Pathan : agar aaj salay haray tu pori team ko bomb sy urra don gaGeo Khan
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife: Suno ji...doctor ne mujhe ek maheenay k araam k liye beautiful foreign location me jaane ko kaha hai. Hum kahan jayengey???
Husband: Dusray doctor ke pass....
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Ki Chappal Kisi Ne Chura Le,
Wo Sedha Qabristan Pohancha Aur Wahan Baith Kar Kehne Laga:
Chor Ko Kaha Dhonda Jaye 1 Na 1 Din To Yahan Aye Ga Na.
by Pak101.com (few years ago!)
Police wala apne bache se: Beta tumhara result achha nahi aya aj se tumhara khelna tv dekhna
band
.
.
Son: Ye 50 Rs pakro or is bat ko yahien daba do":-
by Abdul Sami (few years ago!)
Faraz Aaj Sheher-e-Ishq Bhi Hay Mohabbat Say Khaali
Wah Wah
Faraz Aaj Sheher-e-Ishq Bhi Hay Mohabbat Say Khaali
:
:
:
:
:
Kameez Teri Kaali Tay Sohnay Phulla Wali:-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Jaga Bomb Blast K Bad 1 Admi Chila Raha Tha: “O God! Mera Hath Urh Gaya”
Pathan: Hoasla Karo
Mat Roo, Daikho Us Aadmi
Ka Sar Urh Gaya Hai, Wo B To Chup Hai.
by Pak101.com (few years ago!)