Fattu : Oye Tu Ladki Dekh Aaya?
Fattu : Oye Tu Ladki Dekh Aaya? Kaisi Hai?
.
.
Pappu : Rang See Kali Hai Aur Kaan Se Kam Sunti Hai..
.
.......
Fattu : Zara English Me Kaho...
.
.
.
Pappu : 'BLACK-BERRY' Hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1090 views
(Rated 5 Stars - 1 votes)
Similar Jokes
Santa : Yar mujhe 1 hathora or keel chahiye computer k lye.
Sales man : Magar computer me inka kya kaam?
Santa : Oye yaar mujhe computer me windows lagani hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Shadi main Khana khany k 2 usool.
Rule 1:
Pehli baar is tarha khao k dosri baar nahi milega.
Rule 2:
Doosri baar is tarha khao k pehli bar mila he nahi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Sawal?
Pagal Tanhai Mein Kya Mehsoos Karta Hai?
.
.
.
.
.
.
Zaroori Nahi Ke Abhi Reply Karo.
Jab Mehsoos Karo To Bata Dena.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
lecature k darmayan aik larka uath kar cahla gaya
teacher; yea keo uth kar cahla gaya? larke ka dost; sir is ko nend me cahlny ki adat ha
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari Pathan sy!
mujhy khaany ko kuch mill sakta hy.
Pathan:kal ki Roti kha lo gy?
bhikari: G han bilkul.
Pathan: acha to phir kal Time se Aa jana…
by Pak101.com (few years ago!)
Kid:Dad, Can We Go To McDonald?"
Dad:Only If You Can Spell Mcdonalds
Kid:Thought For A Mint, Turned Around
N Said
Can We Go To KFC Instead?"
by Pak101.com (few years ago!)
Light chali gai to Pathan ki B.V ne Pathan se bola: Pankha to chala do.
Pathan: Kar di na jahilon wali baat.
Pankha chalega to Mom Batti nahi bujh jayegi?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Chaman told his friend, “Yaar ek ladki mujh ko hans ke dekh rahi hai"
Naman: Sahi se dekh, hans ke dekh rahi hai ya dekh ke hans rahi hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Height of Attitude :
1 lady see a boy of 5 years is smoking. . . . . . . . .
Lady :- kya tumhare dad ko malum hai, ki tum smoking karte ho.??
... .
.
.
.
Boy (dhua udate huye) : kya tumhare husband ko malum hai , ki tum abhi kisi gair "MARD" se bat kar rahi ho.????
by Pak101.com (few years ago!)
ustaad shagird se agar tum ne kal tak fees jaman na karwai to main tum ko parche main bethane nahi dun ga. Shagird masomiat se koi baat nahi sir main khare ho kar paper de dun ga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)