Sachayi Govt. Offices Ki
Ek Govt. Office Ke Board Pe Likha Hua Tha
“Kripaya Shor Na Kare”
Pappu Ne Uske Niche Likh Diya
“Varna Hum Jaag Jayenge“
by Pak101.com (few years ago!) / 1113 views
Similar Jokes
Boy Monster: Did you get the big red heart I sent you for Valentine's?
Girl Monster: Yes, I did. Thank you.
Boy Monster: Is it still beating?
by Pak101.com (few years ago!)
apnay hi hotay hn jo pajama kheench k bhaag
jaatey hain
faraz
warna gheron ko kya khabar k tum rebber walii
shalwaar pehente ho
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Yamraj (Gusse me) Yamdut se: Mene Tuje Kaha Tha Ki "Ja.. Pan lekar aa."
.
.
Aur tu Gadha,
.
.
.
.
"Japan" lekar Aa Gaya..
by Pak101.com (few years ago!)
Boy : Do u love me?
Girl : yes
Boy starts running
Girl asks : Where r u going?
Boy : Im going to update my relationship status on Facebook
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: My dad was an extremely brave man. He once entered a lion's cage.
Banta: He probably got a lot of applause ven he got out.
Santa: I didn't say he got out.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa apni biwi k office gaya
to usne dekha k uski biwi
boss ki godi me baithi dictation le rahi thi.
Santa:- Chal LAajo, aisi jagah kaam nahi karna jahan staff k liye kursi bhi na ho.
by Pak101.com (few years ago!)
k Pagal ne Admi ko thapar mara
Dono ko adalat mein le jaya gya
Juj ne Pagal ko saza sunaie k tum 5 rupe jurmana aada kro
Pagal ne 10 rupe de ker ek thapar juj ko bhi maar dia
or
Kaha:
Dowein 5 5 kr lo mere kol khulle koi nai.
by Tayyab Mughal (few years ago!)
Pati Patni Mein Zabardast Jhagda Ho Raha Tha,
Patni: Kash Main Apni Mom KiBaat Maan Leti Aur Tum Se Shadi Na Karti
Pati: Kya Matlab? Tumhari Maa Ne Mujh Se Shadi Karne Ko Mana Kiya Tha?
Patni: Haan, Bahut Baar…
Pati Rote Hue Bola: Hey Bhagwan, Main Aaj Tak Uss Nek Aurat Ko Kitna Bura Samjhta Raha Jisne Mujhe Bachana Chaha
by Pak101.com (few years ago!)
Wo aaj maira naam tak bhool gayi "Faraz"
.
.
Jo kahti thi "kundi na karhka, seedha andar aa"
by Mazhar Khan (few years ago!)
10 Saal Baad
Grl Boy Ko Dekh K.
Kya Mast H
Ma Bap Ne Kaha Chupa Rkha Tha
Muje Is Bache Ka No Chahiye
BOY Sharmate Hue
Ap K Ghar Baap Bhai Nai H Kya
by Pak101.com (few years ago!)