Dekh lena tumhe nark main
Patni Aapne Pati Se- Dekh Lena Tumhe Nark Mein
Bhi Jagah Nahi Milegi..
Pati- Achcha Hai, Mai Bhi Har Jagah Tumhare Sath
Nahi Jaana Chahta.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1049 views
Similar Jokes
Ek pathan rozana apne parosi ki bell Baja kar bhaag jata thaEk din parosi ne pakar kar poocha, ye kya harkat hai?
Pathan: Ye hum miss bell marta hai..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Funny Pandit Ji: Raat mujhe ik admi ne CHAKU dikhakr loot liya.
Friend: Lekin tumare pas to Gun hoti hai.
Funny Pandit Ji: Wo maine chupa di
warna wo bi loot leta !!!
by Pak101.com (few years ago!)
1 Admi ki taang Neeli Ho Gai
Hakeem:
Zehar Phail gaya Hay
taang katni paregi
kuch din Bad dusri tang b Neeli Ho gai
to hakeem ne wo b kaat dali
Aur
Plastic ki tangen Laga di
kuch din Bad Plastic ki tangen b Neeli Ho gyeen
Hakeem bola:
Yar teri Bemari Smajh Aa Gai Hy
Teri dhoti ka Rang utarta hy
by Pak101.com (few years ago!)
Satna’s BV: Janu sawera ho gya jago
Banta’s BV: Chaand dhal gya jago
Singh’s BV: Darling it’s dawn get up
Major Rohail’s BV: OYE! Subha ho gae mera husbnd
ane wala hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan: Jab Hum Chota Tha
Tab Hum Minar-E-Pakistan Se Gir Gaya Tha
Dosra Pathan: Tum Mar Gaya Tha Ya Bach Gaya Tha
Pehla Pathan: Hum Ko Yad Nahin
Uss Waqt Hum Boht Chota Tha:-/
by Pak101.com (few years ago!)
Naukraani:-malkin aap mujh per bekaar hi shak kar rahi hai,main aapko kaise samjhaau mujhe to shabd nahin mil rahe hai.
Malkin:- tujhe shabd nahin mil rahe hain,aur mujhe 1 thaali,5 katori aur 2 drzan chammach nahin mil rahi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Man1 sitting with dog.
Man2:Your dog bits?
Man1:No
Man 2 sits and the dog bits!
Man2 angrily, you said he does not bit!
Man:That is not my dog.
by Pak101.com (few years ago!)
Race dekhte Hue
GOLU ne Pucha:"Inam kisko milega?"
MOLU:Sub se age wale ko.
GOLU:To phir piche wale kyu bhag rahe hain?
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan by mistake sea me gir gaya…. Doobte doobte uske hath me fish aayi….use pakar kar bahar pheka aur bola Ja tu toh apni jan
bacha le…
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Wife: Jaan Ek Puppy Do Na
Sardar:
Ghar Main Khanay K Leye Paisa Nahi Ha Or Tujhe Kuttay Ka Baccha Chaheye
by Pak101.com (few years ago!)