Naukraani malkin aap mujh per
Naukraani:-malkin aap mujh per bekaar hi shak kar rahi hai,main aapko kaise samjhaau mujhe to shabd nahin mil rahe hai.
Malkin:- tujhe shabd nahin mil rahe hain,aur mujhe 1 thaali,5 katori aur 2 drzan chammach nahin mil rahi hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 959 views
Similar Jokes
Girl Ask Sardarji:
“Will U Marry Me”
Sardar Ji Replied: No !!
Mai Shadi Sirf Apne Relatives Mai Kere Ga
Mama Ne Papa Se Ki Thi
Bhayya Ne Bhabhi Se Ki
Aur Mai Apni Biwi Se Karon Ga
by Pak101.com (few years ago!)
Sir: Chalo Newton's law batao..?
SANTA: Sir Mujhe pura nahi bas last ka aata hai.
Sir: chalo utna hi batao..
SANTA:-".. And dis is called d Newton's law"
by Pak101.com (few years ago!)
Frog: Tumhare paas dimaag nahin hai.
Blonde: Hai.
Frog: Nahin hai.
Blonde: Hai.
Frog: Nahin hai (& jumps into a well.)
Blonde: Isme suicide karne waali kya baat thi?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ke ghar Ladki ne janam liya..
Banta: jab ladki badi hogi to ladke ise chedenge.
Santa: Maine iska intejaam kar liye hai.
Banta: kya kiya?
Santa: Ladki ka naam DIDI rakh diya hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathn Mayyat k sth bus me ja rha tha to Logo ne usko bohot mara?
Q??
Q.K
Pathn Nay Awaz Lagadi O koocha
SHELA KI JAWNI Lagado.Safar Acha guzry ga
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Hum to semifinal Australia se kehlna chahtay thy "Faraz"
Ye to "Sania" bhabi ki farmaish thi k semifinal Maekeay walon se ho
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi ne ek gawar naukar rakh liya aur usse samjhaya ki kissi ke naam lene se pahle JEE laga diya kare.
Thori der baad naukar bhagta hua aya aur bola…
Sahebji, sahebji kutte’ji’ ne murgi’ji’ ko pakar liya hai
by Pak101.com (few years ago!)
Chemistry Teacher: Oxygen ki Khoj 1858 me hui thi.?
Santa:-Thank God mera janam usse pehle nahi hua varna main to ghut-ghut ke mar jata.
by Pak101.com (few years ago!)
1,2,3,4,5,6,7,8,9,10
.
..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
..
…
.
.
.
.
.
.
.
.
.
..
.
.
.
.
.
..
.
“Koi Chupay na Chupay . mein aaa gaye.
by Mazhar Khan (few years ago!)
In Court Judge Said 2 Women:
U R Realy Brave,
Dako Ko Buhat Mera Tum Ne.
Woman:Mjhay Kya Pta Daako
Tha Me Samjhi Mera Shohar
Ghar Der Se Aya Hai.
by Pak101.com (few years ago!)