Sardarji aapko chain nahin hai kya
A Sardarji went to toilet ten times within half-an-hour.
Somebody asked,“Sardarji aapko chain nahin hai kya?”
Sardar : Hai to sahi, par khul nahin rahi!
by Pak101.com (few years ago!) / 1102 views
Similar Jokes
Aik aadmi talaab main naha raha tha.
Police wala kehta hai
“Chal ooye bahar aa kar kapry pehan
Teri Talashi leni hai!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
A Doctor giving evidence in a courtroom is asked the question "Doctor, can
you tell the court the number of autopsies that have been performed by you on
dead people?"
"All of them were dead" replied the Doctor.
by Pak101.com (few years ago!)
Baap ne Bete ki Talashi Li, Cigrate, Masala,Daru ki Botal or Ladkiyo k Mbl no. Nikle.Baap ne Bahut Mara-Kbse Chal Rha h Sb?Beta Rote Hue-Papa Ye Jacket Apka hai
by Pak101.com (few years ago!)
Na cheeno mere mulk ki larkion se M0BILE ki service
"FARAZ"
Aik yehi to KaaM hy jiski waja se wo ghar k kam waqt se pehle kar leti ha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Baby paida hotey hi cheekha,
Mujhey kuch Nazur nehi a raha, Main andha hoon....
Nurse: stupid, light nehi hai!
Bacha! oh tuwandi pehn nu, Ay Pakistan te nei ?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Munna Bhai: Aay circuit, baapu bole toh gandhi ji
kapde kyu nahi pehantay thay?
Circuit: Bhai bole toh bapu bhi us time ke Salmaan
Khan thay!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1985 Mein Jab Guest Ghar Aate The To Puchha Karte The
“Kya Haal Hai, Bhabhi Kaisi Hai, Bachhe Theek Hai?”
Aur Ab 2013 Mein Guests Ghar Aate Hi Puchte Hai
“USB Pin Wala Charger Hai?“
by Pak101.com (few years ago!)
Bap ki death pe sardar bahut ziyada ro raha tha itne me phone aya to sardar ne aur bi ziyada rona shoro kar dia.:
dost:kia howa.
Sardar:meri behan ka phone tha us ka baap bi mar gaya hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Husband Bivi Se: Pani Pila Do …
Bivi : Kya Pyaas Lagi Hai
Husband (Gussey se): ” Nahi ” Gala Check Karna Hai Kahin se “LEAK” to Nahi Hai
by tanveer hussain (few years ago!)
Life Style
Agar koi tumhian paththar mary.
To tum par farz hai k
Tum us par phool phenko,
Lekin Gamlay Sameet.
by Pak101.com (few years ago!)