Kal raat kitaab kholi to ehsaas hua..
Kal raat kitaab kholi to ehsaas hua..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kitaab kholne se jo nind aati hai na...
wo neend ki goliyaan khane se bhi nahi aati =)) :D
by Pak101.com (few years ago!) / 973 views
Similar Jokes
Santa Ki Suhagrat Ke Agle Din Subha Santa Ki Biwi Bade Pyar Se Use Boli
Biwi: “Janu, Hamari Shaadi Ko 24 Gante Ho Chuke Hai”
Santa Romantic Mood Mein: “Haan, Aur Dekho Aisa Lagta Hai Jese Kal Ki Hi Baat Ho“
by Pak101.com (few years ago!)
2 machachar bike par ja rahe the tabhi hathi ne lift mangi
.
.
.
.
to ek machchar khada ho kar bola dekh le phir teri maa bolengi ke lafango ke sath ghum raha hain
by Pak101.com (few years ago!)
1 Aadmi Pathan Ko Maar Raha Tha Logon Ne Pocha K Kyun Mar Rahe Ho????
Wo Bola
Sala 1 Ghante Se Poch Raha Ha K....
"New Year" Ki Namaz Kahan Hoti Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Question: “Government Hospital Ke Doctor Aur Marij Mein Kya Similarity Hai?”
Answer: “Doctor Nurse Pe Aur Marij Farsh Pe Marta Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
2 Lahori larkey mar gaye
Naik thay to janat ma chaley gaye
But
Unhon ne janat ma bari kutt khai!
Pata ha kiyo?
Janat ma Farishto ko kehty hain
"Yaar jannat to achi hy Sb kch hy 70 hurain b hn,
Pr:
Lahore Lahore ey.. :)
by Mazhar Khan (few years ago!)
SARDAR BIWI SE: TUM BABY KO KIYA PILAATI HO?
BIWI: DOODH AUR ORANGE JUICE SARDAR: OYE TOONE KABHI BATAAYA NAHIN ORANGE JUICE KIS SIDE SE AATA HAI.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher Class Mein Student Se Puchti Hai.
Teacher: “Jiss Aadmi Ke Dono Haath Na Ho Usse English Mein Kya Kahenge?”
Student: “Hands Free Mam“
by Pak101.com (few years ago!)
-On Wedding Night-
Husband to Wife:
Sb sy pyar sy rhna,
Sb ki Respect krna,
Mery parents ki care krna,
Hamesha Sach bolna,
Dusron ki madad krna,
Baron ka Ehtram
OR
Choton sy pyar Krna!
.
Wife bad sy Uthi
OR
Room Ka Darwaza khol kr
Boli:
Sb Andar A jayn,
yahan Dars ho rha hy…
by A. Sami (few years ago!)
Boy:Mai Tuje Bangla Dilauga,Car Dilauga,Gold K Dhair Laga Duga
Girl:Shaam Ko Park Aaoge
BOY: nahi,aaj CYCLE repairing ko di hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife : Kaash main newspaper hoti dinbhar tumhare hathon main rehti.
Husband : Meri bhi yahi dua hai rab se issi bahane har din nayi nayi to milti.
by A. Sami (few years ago!)